Faiada
A phatan joined Army & was given a Gun.
Phatan: Sir, is ki naali apni taraf rakhun ya dushman ki taraf?
Major: kisi bhi taraf rakh le faida mulk ka hi ho ga.
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 740 views
Similar Jokes
Pathan Ka Promotion Inspector
Se DSP Ho Gaya, Ghar A Kar Wife Ko Aise Andaz Se Bataya, K Wife Behosh
?
?
.
.
?
Bola:
Aaj Se Tu DSP K 7 Soegi.
by Pak101.com (few years ago!)
Banta: Truck dekh kar tum kaampte kyon ho?
Santa: Ek truck driver meri biwi lekar bhaag gaya
tha, har baar lagta hai jaise usko vapas karne aya
hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Bv: Bs kro rat 11 se 6 baj gye
Hsbnd: Abi kuch ni kia din rat krunga Q k mere sms free he
(,"
/)(> Sady msg vich bgairti ni hundi.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Bivi:
ap ny pichly saal Eid per meri Ammi ko LOHY ka Bed banwa k diya tha ,
Is dafa kiya Irada hai ?
Shohar: Is saal us men CURRENT chornay ka Irada hai
by hearthackervsgirls (few years ago!)
aik foji train main ja raha tha aur aik police wala samnay baitha tha
police walay nay poocha kay chuti pay ja rahay ho to foji nay kaha haan meri bivi ko bacha hua hai
police walay nay kaha kay kitnay arsay bahad ja rahay ho
foji bola 2 saal bahab
police wala phir to bacha haram ka hua
foji haan main bhee to usko police main bharti kara doon ga
by Abdul Sami (few years ago!)
Santa: Itne kam marks? Do thappad marne chahiye.
Pappu: Haan papa, chalo maine us saale master ka ghar bhi dekh rakha hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Choti Si Pyari Bacchi Ek Dukaan Pe Gayi Aur Boli
Bacchi: “Uncle, Jab Mein Badi Ho Jaungi To Aap Apne Bete Ki Shaadi Mujhse Karoge?”
Dukaandar Muskura Ke Bade Pyar Se Bola: “Haan Beta Zarur Kar Dunga”
Bacchi: “To Uncle, Apni Hone Wali Bahu Ko Ek Dairymilk Do Na“
by Pak101.com (few years ago!)
Memon : Toothbrush Dena
Mere Brush Ka 1 Baal Toot Gaya Hai
Dukandar : Aik Baal Toota To Naya Q Le Rhe Ho
Memon : Jo Toota Hai Na Wo Akhri Tha
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Larki apni Dadi se: Main school nahi
jawongi. Rasty main larkay chairty
hain
.
DADI:Bahany mat banawo, mai bhi
usi raste se roz bazar jata hon, Mujhe
to koi nahi chairta
by Aurangzeb Khan Tunio (few years ago!)
Santa:
Batao Aisa Kya Karen K Saanp Bhi Mar Jaye
Or Laathi Bhi Na Tootey?
,
,
,
,
Pathan:
Jootay Se Mar Do
by Pak101.com (few years ago!)