2 saal pehle mujhe bukhar hua tha
pathan: Dr. sahb 2 saal pehle mujhe bukhar hua tha
Dr:tu ab kiya hua?
Pathan:yahan se guzar raha tha socha poch lon k
ap ne Nahane ko mana kia tha, ab naha Lon?
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 835 views
Similar Jokes
Wakeel: Tum ne Police Officer ki jaib me jalti hui matches kyun rkhi?
Pathan: Ye Hum ko bola "kaam krvana hai to pehle "JaiB" garam karo...
by Abdul Basit (few years ago!)
kafi time lagta hai ek shareef bande ko
girlfrnd patane me.. :O
.
.
.
. .
.
.
.
Phir agar pat jaye toh.. :p kisi ka baap bhi use dobara shareef
nahi bana sakta...:p :O :D
by khalid hussain (few years ago!)
England Mother- Good night dear.
Hindu Mother - Shubh ratri beta.
Muslim Mother - Shaba kher.
Aur
Apni MAA- Are Iss Mobile Ko AAG Laga De Aur So Ja.
by Pak101.com (few years ago!)
Husband : Jab Me Tum Per Gussa Hota Hun To Tum Apna Gussa Kahan Nikalti Ho ?
Wife : TOILET Saaf Ker K.
Husband : Hein, Kese Saaf Kerti Ho ?
Wife : Tumhary ToothBrush Se :-)
by Mazhar Khan (few years ago!)
Sardar:
Dr Sab
Tusi Kehya C K Subha
Game Khedan Nal Sehat Changi Rendi A,
Per Meno Te Koi Farq Ni Piya
Dr:
Tusi Kiri Game Khelday 0
Sardar:
Mobile Te Sap Aali.
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher Class Mein Papu Se Puchti
Hai,
Teacher: “ Chalo Papu Aaj Tum
Batao, Tumhara Favorite Writer
Koun Hai? ”
Papu: “ Mam,
.
.
.
.Aapki Beti Tina, Jo Mujhe Har
Hafte Ek Achha Letter Likh Ke
Bhejti Hai “ :p
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher : Sabaq Parh Sadaqat ka Amanat ka Shujaat ka..
Sardar : Lo, kar lo gal,
Apna Yaad nai honda tay hun inna 3naa da vi yaad kariye,
by Pak101.com (few years ago!)
Devil: Send Sam To America,
Tom To Britain, Pat To France,
Ching To Japan..
Assistant: Whom for India?
Devil: None,
I am satisfied with CONGRESS!
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Pathan ka School mai New Admission Huwa:
Teacher: Batao Allama Iqbal kon hain?
Pathan: Hum ko kya Pata Kon hai?
Aaj He To Hum Aaya Hai.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Ik Gujarati Babu ke 2 kids the: Raju aur Sanju.
Raju: Papa, Sanju apko gadhe ke barabar bhi nahi samjhta.
Sanju: Nahi papa, yeh jhooth bol raha hai, mein to samjhta hoon ji.
by Pak101.com (few years ago!)