TOILET Saaf Ker K
Husband : Jab Me Tum Per Gussa Hota Hun To Tum Apna Gussa Kahan Nikalti Ho ?
Wife : TOILET Saaf Ker K.
Husband : Hein, Kese Saaf Kerti Ho ?
Wife : Tumhary ToothBrush Se :-)
by Mazhar Khan (few years ago!) / 817 views
Similar Jokes
Doctor ne marez se kaha.main ek mahn se 50 rope ki rozana dawa kha raha hun lekin muje koi fayda nazar nahi aa raha.
doctor .....acha to main ap ko kal se& 40 rope ki dawai dun ga.jis se ap ko roz ka 10 rope ka fayda& nazar aye ga.
by Pak101.com (few years ago!)
Sacha Dost Wo Hota He Jo
Exam Me Aapke Paas Wali Window k Samne Aake Bole..
?
... ?
?
Abe Kitna Likhega Jaldi Chal Teri Wali Jaa Rahi He.
by Pak101.com (few years ago!)
Geo Tv ka wo konse programs he jin k nam
khawateen lene se hich kichati hain?
.
.
.
.
"HUM SUB UMEED SE HAIN".
or
'AAJ RAAT KAMRAN KHAN K SATH'.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
.
1 kanjoos dosray say:
Aaj main ney ek jaan bachai.
Wo aise bachai k Faqeer sai pocha:
1000 ka note dun to kiya karega?
Wo bola, Khushi se mar jaunga.
Main nay kaha ja nahin deta
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Aaj main ne 25 logon ko bewaqoof banaya.
Pata he kasay?
?
?
?
?
?
?
?
?
?
?
?
?
?
?
?
?
?
?
?
?
?
?
?
?
Bilkul aisay.
Ab 26 ho gay.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Laloo got promotion from clerk to manager.
He went home and told his wife in new style “You will sleep with a manager today…”
Wife fell unconscious.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: main shaadi karke khush rahna chaahtaa hoo.
Banta: arey yaar, mazaak mat karo. hasne ki mood nahi hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek pathan aasman par daikh raha tha us ne ek doosre pathan se poocha
Yara! Yeh sooraj hay ya Chand?
2nd Pathan: Pata nai.. Hum to iss sheher mai naya aaya hai.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Pathan: Yra Ye
"Sent Msg"
Kya hota hy
2nd Pathan:Khuda ka Qasam tm to bilkul Jahil ka bacha hy
"Sent Msg"
Ka matlab hay
Khushbu wala Msg
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa ne chalenge kiya.....
"Ke wo kutubminar ko sar pe rakh k mumbai le jayega"
Saare news wale waha pahuch gye....
Tab bola "Bas koi utha k sar pe rakh de"
by Pak101.com (few years ago!)