nafsiat ka practical
Nafsiat Ka Practical:
Professor Ne 1 Choohe K Liye
1 Taraf Cake Or 1 Taraf Choohia Rakhi.
Chooha Foran Cake Ki Taraf Lapka.
Dosri Bar Cake Badal K Roti Rakhi To Chooha Roti Ko
Lapka.
Yun Bar Bar Food Item Badla
Per Chooha Her Bar Khane Ki Taraf Bhaga.
Prof:
Bus
Sabit Hua K Bhook Hi Sab Se Bari Taqat Hai.
Last Row Se Ek Student Bola:
Sir, Ek Bar
Choohia B Badal K Dekh Lete
by Abdul Hannan (few years ago!) / 817 views
Similar Jokes
Teacher: Jiss Bachy Nay Ajj Adha Sabaq Yaad Kai
Hay Who Mere hath pe kiss kar sakta hay
Aur Jiss Nay Ajj Pora Sabaq Yaad Kai
Hay Who Mere Gall pe kiss kar sakta hay
Student: Miss App Muje Break Time me Millain main ne
by Pak101.com (few years ago!)
Wife: (expecting a car) Gift me something which goes from 0 to 100 in 3 seconds when I’m on it.
Husband: gifted her a weighing machine…. .
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Sabzi waala sabzi pe paani chidak raha tha,
kaafi der ho gayi,
Customer gusse mein aa ker bola:
Bhai saheb: agar bhindi ko hosh aa gaya ho
to Aik kilo de do ;)
by Mazhar Khan (few years ago!)
Dimagh jisam ka sab se ahm hisa hai, ye 24 ghante active rahta hai.
Ye paida se le kar us waqt tak kam karta hai jab tak shadi na hu jae
by Sabir shah (few years ago!)
Ek Sardr Public Bathrom Gia
Aur 2 Ghanty Bad Nikla
Bahr Betha Jamadar Bola:
40 Rupy
Sardar Bola: Me Tatti Keti Aa Yahoo Ty Chat Nai.
by Pak101.com (few years ago!)
Sharabi DAARU se tang aa gaya
Aur botlain tornay laga
1st tori or bola:
Teri waja se meri nokri chali gai
2nd tori or bola:
... teri waja se mera ghar tabah hua
3rd tori
Teri waja se mujhy BV chor k chali gai
4th uthai to wo bhari hui thi
usay rakh k bola
TU SIDE ME HOJA TERA KOI KASOOR NAHI hai
by Pak101.com (few years ago!)
Billi: Tum Kitnay Saal K Ho?
Hathi: 3 Saal Ka Hu.
Billi: 3 Saal K Ho Our Itnay Baray Kesay?
Hathi: Nido Peeta Hu.
Sehat Ki 10 Khoobiyo Wala.
Tumhari Umar Kya Ha?
Billi: 30 Saal.
Hathi: 30 Saal Ki Our Itni Choti?
Billi: Fair&lovely Use Karti Hu.
Umar Ka Pata Hi Nahi Chalta ;)
by Mazhar Khan (few years ago!)
Santa (Security Incharge) Pran ko jane diya lekin amitabh ko rok liya
Amitabh ne puchha kyon?
Santa: Raghukool reet sada chali aayi Pran jaye par Bachan na jaye
by Pak101.com (few years ago!)
Jab Ghee Seedhi ungli se na niklay to.
..
..
..
..
..
..
Chamcha Istemaal karo.
Har cheez main ungli karna achi baat nahi hai. ;-)
by Pak101.com (few years ago!)
JATT: Tumhe rajput kyon kehte hain?
RAJPUT: Hum apni baat pe jaan de dete hain,
aur tumhe JATT q kehte hain ?
JATT : QK hum bat bat pe jan le lete hain ;-)
by Tanveer Hussain (few years ago!)