before marriage
Dulha on Wedding asks from Dulhan, do you have any boy friend before marriage?
Dulhan become silent
.
Dulha: main is khamoshi ko kia samjhoon?
.
.
Dulhan: kameeney ruk jaa... ginney to de.
by Abdul Hannan (few years ago!) / 1035 views
Similar Jokes
apan mein 2 dost thy.
1 ka nam tha “jo” aur dosry ka nam tha “wo”
aik din “jo” k pass jin aa giya “jo” ny dar kar “wo” ko awaz di
“wo” bhag kar aaya to jin ko deikh kar “wo” ka intaqal ho giya,
.
bas usi din sy hi kehty hain…
.
;
.
;
.
;
.
;
.
.
;
.
“JO” DAR GAYA,
“WO” MAR GAYA”
by Mazhar Khan (few years ago!)
Wife: Kya kar rahe ho? Man: Makkhiya maar rha hu. Wife: Kitni mari? Man: 3 male aur 2 female. Wife: Kaise malum? Man: Kyonki 3 daru ki botal se chipki thi or 2 phone se...
by Pak101.com (few years ago!)
Tapane Ki Had.
Bacha Dukaan Daar Se:
Uncle Safeguard Sabun Hai?
Dukaan Daar: Ji Haan Hy!!
Bacha:Haath Dho Ker
1 Rupe Wali Kulfi Dena..!
by Pak101.com (few years ago!)
Santa : Yaar Tumne School Ana Kyu Chhod Diya?
Banta : Yaar Actually Mere Dad Keh Rahe The Ke
1 Jagah Bar Bar Jane Se
Izzat Kam Ho Jati Hai
by Pak101.com (few years ago!)
2 ghantay aatay ki line main khara rehte huye ek aadmi ghussay se chillaya. "Main Zaradari ko goli marnay ja raha hon." Kuch dari baat woh wapas aakr aatay ki line main khara ho gaya. Kisi ne pucha. "Kyon Maar Diya?" Usne maayusi se jawab diya. "Wahan pe bhi line lagi hui hai."
by Pak101.com (few years ago!)
In 2020 girl:" Dekh yar kya item jaa raha
hai..Oye Murgey Tera mobile No.. Kya hai.. ??
.
.
.
.
Boy:"Aap ke ghar me baap, bhai nai hai
kya.. ??
.
.
.
Girl:"baap n bhai sab hai, par tu nai hai na
chikne...:p
by Pak101.com (few years ago!)
BOy:MujHe Aisa Kaam Batao
Jis Mai Kuch Karna Na Pare
Log Mehnat
Kare Or Paisa Mujhe Mile
BABA:Jaa Beta Sarson Ka Tel Laga Kar Ulta
Lait Ja.
by Mazhar Khan (few years ago!)
5 reasons why you are my friend….
1.
2.
3.
4.
5.
No Reason Found!
I was just drunk
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Boy: mom, aaj mera dost ghar AA raha hai....
ghar ke sab khilone chhupa de.
Mom: tera dost chor hai kya?
Boy: nahin, who apne khilone pahechan lega
by Pak101.com (few years ago!)
Husband Wife Mai Larai Hui
Husband Ghar Se Chala Gaya
Husband: Raat Ko Fone Pay Khanay Mai Kia Hai
Wife:Zehar
Husband:Mai Dair Se Aoonga
Tum Kha Kar So Jana..
by Tanveer Hussain (few years ago!)