Abey chup baith
Bus Accident
Man Crying: Mera hath kat gaya.
Bahut dard ho raha hai.
Santa: Abey chup baith.
Wo dekh uska gala kat gaya,
Fir bhi chup-chaap pada hai..!!
by Asim Raza (few years ago!) / 1025 views
Similar Jokes
Pathan: Wo jo table pe aadmi baitha hai us se hamara dushmani hai.
Dost: Table pe to 4 aadmi hain.
Khan: Wo jiski muchhein hain.
Dost: Muchhein to sub ki hain.
Khan: Wo jis k safed kapre hain.
Dost: Wo to sub ke safed hain
Khan ne gusse mein pistol nikala aur 3 aadmion ko maar kar bola.
Wo jo reh gaya hai usko hum nahi chhorega.
by Pak101.com (few years ago!)
1 Pathan Namaz parh raha tha
.
To dosra usky bare mai kesi ko bata raha tha ke yai boht Namazi owr naik banda hai.
.
Pathan Namaz thor kar bola:
Es ko bolo ke "hum ne Haj bhi kia hai"
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Girl: Mere pas ao, main tumhe tight sa hug dena chahti hun.
Pathan: oye Hugta to hum b tight wala hai,
Lekin agar wo hum tum ko de ga to tum ko ganda lagega..
by Abdul Hannan (few years ago!)
Ek dehaati bhaga bhaga angrez tourist key paas pohancha or bola, “Meri bhens bhaag gyee hey, aap ney to nahi dekhi?”
Agnrez: O I See…
Dehati: Aai si tey phari kyun nahi?
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Dost:docter ye kiun pochte hain subah kia khaya raat ko kia khaya.
2nd dost:yaar is se mareez ki mali halat ka pata lag jata hai.
by Sabir shah (few years ago!)
Admi:Yar ye AAHO kon Log bolty h
Sardr:Bhai ye Jo PeNdu unParh jahil Gawar LoO hoty h wo Bolty H
Admi:Acha Aap Parhy Likhy HeN
Srdar:AaHo
by Mazhar Khan (few years ago!)
Molvi 22 bacho or
BV k sath Dost k
ghar Dawat pe gia
Dost bari Family
dekh kr:
"Hayaa
nahi aai?"
Molvi:
Nahi Us k paper ho
rahe hen
by Mazhar Khan (few years ago!)
Santa: Station jane ke kitne loge?
Ricksha wala: 50
Santa: 20 le lo.
Ricksha wala: 20 mein kon le ke jayega.
Santa: Tum peche betho hum le ke jayega..
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1 kabhutar Pathan ko boht dino se tang kar raha tha
.
Pathan ne usey pakar lia, owr usey marne ka faisla kia
.
Usey chat par le gia,
.
owr
.
Wahan se neche phaink dia
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Santa=kaha ja rahe ho
Banta=Police Station,Mere ghar me chor aya hai
S=Bibi ko akela chod dia
B=Nahi,usne chor ko baho me jakad rakha hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)