Gadhe Par Nibandh
Master Ji: Kal Meine Tujhe Gadhe Par Nibandh Likhne Ko Bola Tha, Chal Dikha Kya Likha ? Student:
Master Ji, Jaise He Nibandh Likhne Ke Liye Pencil Lagai, Gadha He Bhag Gaya..
by Pak101.com (few years ago!) / 1262 views
Similar Jokes
Sipahi: (cycle sawar se) ruk jaao tumhari cycle mein light nahi hai.
Cycle sawar : ruk nahi sakta janab. Is mein brackein bhi nahi hain.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
TEacher :
Hamesha Yad Rakho
Hum Is Dunia Me Dosro Ki
Khidmat Karne Aaye
Hain
.
.
.
.
Sardar :
Wah g wah!
Te fer Dujay Ki Amb Len Aae Ney.. ?
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Socho…!
Hum Har Roz kitne Fazool SmS karte Hain..?
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Aaj 1 Aur Sahi ;-) :)
by Mazhar Khan (few years ago!)
Teacher :tumhare abu ka naam kia hai?
Pathan:google khan
Teachar :ye kia naam hai
Pathan:hum jahan bi ho wo humen dhondh leta hai
by Sabir shah (few years ago!)
ek baat hamesha yaad rakhna..duniya main kch mile na mile 2 cheez haq se leni chaiye...
.
.
.
.
... .
1.sam0se ke sath xtra chatni.
2.golgappe khane ke baad papdi.
:p
by Pak101.com (few years ago!)
Biwi-Dear tum mujhe kitna Pyar karte ho?
Pati-Me tumse itna pyar karta hu
ki tumhara jutha zaher bhi pee sakta hu
Agar yakin Na ho to aazma Lo
by Pak101.com (few years ago!)
Ques: Wo konsi ek baat hai Jo Students hazaro'n saal pahly bhi kahty tay, Aaj bhi kahty hain, owr Qayamat tak kahty rahengay?
.
Ans: Bus yarr kal se parhayi shuru karunga
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
A Sardar & his wife filed an application for divorce.
Judge asked :
How will you divide, you have 3 children?
Sardar replied :
Ok! We will apply next year.
by Pak101.com (few years ago!)
Nurse: Mubarak Ho Khan Sab
Aap K Ghar Larka Peda Hua Hai
Pathan : O Mera Khuda
Ye Kesa Technology Hai,
B.V Mera Hospital Main Hai
Or Bacha Ghar Peda Hua Hay
by Pak101.com (few years ago!)
FaQeer:Ek rupay de do.
Lady: Sharam nhi aati itne smart handsome nojawan ho k bheek mangte ho!
FaQer:Acha janab phir 1 pappi hi dy do.
by Pak101.com (few years ago!)