Sardar Rakshay Pe Ghar Aya
Sardar Rakshay Pe Ghar
Aya.
Sardar: Kitnay Paisay
Rakshay Wala: 50 Rupay
Sardar: Yay Lo 25 Rupay
Rakshay Wala: Yay Keya
Sardar: “Te Mama Tu Nai
Naal Beh K Aya”.
by tanveer hussain (few years ago!) / 754 views
Similar Jokes
Agr tum us waqt muskura sakte ho
jb tum gham ki shiddat se poori tarha se toot chuke ho,
.
.
.
.
To yaqeen jano tum se bari film koi nhi-)
by Mazhar Khan (few years ago!)
Admi:Santa aap ka aik dant blue Q hai?
Santa:Yaar main ne ink lagayi hoyi hai,
Admi:Hain! Wo Q ji
Santa: oye khoty "bluetooth" da zamana hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Patni Bazaar Se Shopping Karke Ghar Aayi, Pati Ne Dekha Aur Use Bola
Pati: “Arrey Ye Kya, Tum Ek Aur Suit Le Aayi? Abhi Parson Hi To…”
Biwi Chilla Kar Boli: “Kya Kaha? Kya Parso? Bolo… Kya Kaha Tumne? Kya Parso, Parso Kya, Bolo Jaldi Batao, Kya Parso?”
Pati Ghabrate Hue: “Kuch Nahi, Main To Bas Ye Keh Raha Tha Ki Parso Bhi Ek Hi Suit Layi Thi, Aaj To Do Le
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan Ny NADRA K Office Mai Ja Kar Ek Baat Boli.
Jisay Sun Kar NADRA Waly Pagal Ho Gaye.
Pathan Bola:
"I.D Card K Golden Numbers Dikhao?"
by Abdul Hannan (few years ago!)
Ek Ladka Jyotish Ke Paas Apna Haath Dikhwane Ke Liye Jata Hai.
Jyotish Ladke Ka Haath Dekh Kar Bola.
Jyotish: ?”Beta, Tum Bahut Padhoge?”
Ladka: “Baba, Padh To Main 8 Saal Se Raha Hoon, Ye Batao Ke Paas Kab Hounga?“
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar sent SMS to his BOSS:
Me sick, no work
Boss SMS back:
When I am sick I kiss my wife try it
2 hours later sardar sms 2 boss:
Me ok, ur wife very sweet
by Pak101.com (few years ago!)
Santa Ka Darwaza Zor Se Baja.
Wo Ghusse Se Darwaze Pr Gaya Aur Bola:
"Kon Gadhe Ka Bacha Hai?
Bahar Se Aawaz Aai:..
Papa Mai Hu. :-)
by Mohammad Ali (few years ago!)
Bacha Ghar Se Maar Kha kr,
Gusse Me School Ja Raha Tha
Ek admi Ne Pucha
Beta Padhte Ho?
Bacha Nhi School Ki Dress Pehen K
Tere Baap K Barat Mai Ja Raha Hu.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Do U know the fullform of COLLEGE:-
C-Come,
O-On,
L-Lets,
L-Love,
E-Each,
G-Girl,
E-Equally……
Thats why boys go to college
by Abdul Hannan (few years ago!)
Maths Teacher Class Mein Padhate Hue Kahta Hai.
Teacher: “Jab Main Tumhare Jitna Tha, Mere Maths Mein 100 Marks Aate The”
Pappu Ne Ye Suna Aur Hanste Hue Teacher Ko Bola
Pappu: “Aate Honge Sir Ji, Aap Ko Koi Achha Teacher Padhata Hoga“
by Pak101.com (few years ago!)