Pyar ki perwah
A girl and Sardar were in love
Larki: Sardar jee ap mairi bilkul parwa nahi hai!
.
Sardar: Oye Pagli ! pyar karnay walay kesi ki parwah nahi karay
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 610 views
Similar Jokes
Patni-Tum Pehle Jitna Pyar Nahi
Karte Ho,Shadi Se Pahle To
Pados Ki Chhat Se Kudkar Milne Ate The
Pati-Ab Sochta Hu Ki Usi Chhat Se Kud Jau
by Pak101.com (few years ago!)
Aik Pagal Dosray Pagal Say:
Tum Kis Din Paida Howay?
Dosra Pagal: Itwar Ko.
Pehla Pagal: Tum Mujay Pagal Bana Rahay Ho Itwar Ko To Choti Hoti Hay
by Pak101.com (few years ago!)
Lafz lafz likhon teri tareef mai,
.
.
.
Lafz Lafz Lafz
Lafz Lafz Lafz
Lafz Lafz Lafz
Lafz Lafz Lafz
Kafi hain ya aur likhon?
by Mazhar Khan (few years ago!)
What is the Colour of Frequency?
Ans: Purple
How?
Frequency=1/time
means 1/sec
1sec = Ek Pal
1/Pal= Per Pal
Per Pal= PURPLE..!
PHYSICS hila kar rakhdi. :-)
by Mohammad Ali (few years ago!)
Teacher :qatel kise kehte hain
pathan:nai pata
teacher :agr tum apne baap ko maar do to ap kia huwe
pathan:yateem
by Sabir shah (few years ago!)
Pathan to Friend: Yara aaj hum ne ek aesa zabardst sweet Dish banaya tum khush hojaye gi.
Friend: O khan sahab kya banaya hai?
.
.
.
.
.
Pathan: Naswar Gosht.
by Abdul Basit (few years ago!)
Pathan pizza hut gya to waiter ne pizza
la k rkh dia. pathan 1 ghantay tak betha raha phr chillaney lga k
O khocha nan rakh k gya hai salan tmhara Baap layega.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Ek gora aadmi tha. Jab uska ladka paida hua toh woh kala tha.
Tabhi woh apni wife ke paas jata hai aur poochta hai,
Yaar main bhi gora tha tum bhi gori thi to bachcha kaise kala paida ho gaya?
Aur phir uski biwi ne jawab diya,
Darling main bhi hot tum bhi hot sayad bachcha jal gaya hoga?
by Pak101.com (few years ago!)
Girl Kisses A Boy On The Face And The Boy Gets A Mark Of Her Lipstick Ladka:Ye Kya Kiya
Ladki:Kuch Achchha Krne Me Dag Lage To DAAG To ACCHE He
by Pak101.com (few years ago!)
Best Sms of 1947.
.
.
Tab Mobile tha kya?
Kabhie to thora dimagh ka istamaal kar liye karo!
Bas Sms parhne ki lagi rehti hai..
by Mazhar Khan (few years ago!)