Search SMS
e.g. faraz, sardar, etc.

Search Results for 'Bahar'

kuch yon teray wajood

kuch yon teray wajood mein gum ho gaya hon mein tere nazar say apna pata pochta hon mein sukh teray jaloo mein to dukh meray sath thay aa dost pir b dekh zinda raha hon mein Pathar aanso, chasham-e-tar reza reza yani ham bikhren hokar reza reza aainay mein akas tera mujood raha aainay say mein bahar reza reza

311 chars (2 sms)


Iss Duniya Ki Bheer Mein

Iss Duniya Ki Bheer Mein Koi Tanha Nahi Ye Zaroori Tu Nahi... Hanstey Laboon Kay Peechay Koi Siski Na Ho Ye Zaroori Tu Nahi... Muskarati Aankhoon Kay Peechey Koi Aansoo Na Ho Ye Zaroori Tu Nahi... Ye Dil Under Say Tootey Or Chanak Bahar Bhi Sunai Day Ye Zaroori Tu Nahi... Hum Under Say Jal Jaeen Or Dhuaa Bahar Bhi Dekhai Day Ye Zaroori Tu Nahi... Duniya Aapne Diya Hue Zakhmoo Per Marham Bhi Rakhey Ye Zaroori Tu Nahi

419 chars (3 sms)


hadsoon ki duniya

hadsoon ki duniya mein kon kiss ko rota hai
yaad kar ke dukh apney khoon dil ka hota hai

amad_e_baharan par roye khoob roye hum
dard yoon be thamta hai dard yoon be hota hai

app ki nigahoon mein wo be hogaye mujrum
jin ki begunahi par asmaan be rota hai

khaak mein milein akhir sub riyaztein oss ki
jagney se kya hoga jub naseeb sota hai

naqsh subt hotey hein dil mein bewafai ke
naaz jin pe kartey hein maan jin par hota hai

dil mein kitney tufaan hein purskoon chehra hai
janey wo Sameer apney dukh kahan samota hai!!

540 chars (4 sms)


Chaand Ko Sitaaro''n

Chaand Ko Sitaaro''n Se Aur Mujhe Tum Se Mohabbat Hai

Phoolo''n Ko Baharo''n Se Aur Mujhe Tum Se Mohabbat Hai

Mehfil Main Jo Milna Nigahain Jhuka Lena

Koi Samajh Na Paye K Mujhe Tum Se Mohabbat Hai

Ab Tere Hijr Main Bas Ek Kaam Hai Aasman Takna

Tum Sitaaro''n Pe Likh Dena Mujhe Tum Se Mohabbat Hai

Hai Humain Bhi Ehsaas Tum Ko Bhi Hum Se Pyar Hai Lekin

Ye Mere Rubaru Kehna Mujhe Tum Se Mohabbat Hai

422 chars (3 sms)


jab ghata koi toot

jab ghata koi toot kar barse
dil mera tere lams ko tarse

phir tera naam shaam tanhaii
sehmi sehmi hai dhadkane phir darr se

haal andaar ka bass khuda jane
kitna roshan hai diya bahar se

195 chars (2 sms)


Kitnay din beet

Kitnay din beet gayay hain daikho to sahi
Kitnay chiragh bujh gayay hain daikho to sahi

Mausam bahar ka phir tanha guzar gaya
Khizaan ek bar phir agayee hai daikho to sahi

Kitni chahat say likhta thai mai naam tumhara
Wo qalam hi tordia hai zara daikho to sahi

Itni asaani say to milti nahi nafrat bhi lekin
Tumne hasil shuda piyar thukradia daikho to sahi

Haanton mai tum ne apnay chupayay thay moti bohat
Ab k zabt tutnay say saylab ravan hai daikho to sahi

Aana rokti hai mujhay har bar jhuknay say magar
Kitni bar tumnay jhukaya hai daikho to sahi

Faqeer ban kar teray kuchay mai akar
Kitni aas say daikhtay hain tumhain daikho to sahi

665 chars (5 sms)


Her ek roop me sajne

Her ek roop me sajne lage ho..

Baharoon ki Rut Main Nikharne Lage Ho..

Irada Na Karna Bicharne Ka Ab Tum.

Kyoun k Ab Apny Apny Se Lagne Lage Ho..

155 chars (1 sms)


Jab tera dard mere

Jab tera dard mere sath wafa krta hai,
Ek samander meri ankhon say baha kerta hai,
Us ki batain muje khushbu ki tarha lagti hain,
Phool jese koi sehra main khila kerta hai,
Mere pyar ki pehchan yehi kafi hai,
Wo her ek shakhs ko danista khafa kerta hai,
Aur to koi sabab us ki mohabat ka nhi,
Baat itni hai k woh muj say jafa kerta hai,
Jab khazan aee to lot aey ga wo bhi FARAZ ,
Wo baharon mei zara kam hi mila kerta hai.

433 chars (3 sms)


In kitabo me titliyan rakh ja

In kitabo me titliyan rakh ja
kuch to aapni nishaniya rakh ja,

Log thak har ke na laut aaye,
raste me kahaniya rakh ja.

Muntazir Koyee to mille tujhko
Ghar ke bahar udasiyan rakh ja.

Aaj toofan bhi akela hai
tu bhi sahil pe kashtiya rakh ja.

Ho raha hai agar juda mujhse
meri ankho pe ungliya rakh ja.

319 chars (2 sms)


Purani jeans aur guitar

Purani jeans aur guitar …… Mohalle ki vo chhat …. Aur mere yaar
Vo raaton ko jaagna … Subah ghar jaan … Kood ke deewar
Vo cigaretee peena … Gali mein jaake .. Wo karna daanton ko
Ghadi ghadi saaf
Pahunchna college hamesha late ….Vo kehna sir ka “Get out from the class!”
Vo bahar jaake hamsha kehna …Yahan ka system …Hi hai kharaab

336 chars (3 sms)


Guzar gaye woh

Guzar gaye woh chaman se bahar ki tarah,
aankhon main bas gaye hai intezaar ki tarah,
kaise bhula de unhe hum apni yaadon se,
unhone inkaar bhi kiya izhaar ki tarah...

171 chars (2 sms)


Wehshaton ke mor par

Wehshaton ke mor par le aai mujh ko zindagi
Aik pal bhi tere bin na bhai mujh ko zindagi

Mukhtasir se waqt main dekhi bahar-e-arzoo
Char din ko gulsitan main laai mujhko zindagi

Apne hi andar utarnay ka mujhe rasta mila
Tujh se milker de gai gehrai mujh ko zindagi

Justujoo main chand ki, urnay ki koshish kar to lee
Laikin uske baad na raas aai mujhko zindagi

Ab to chunnay hain mujhe yadon ke moti umr bhar
De gai soghat main tanhai mujh ko zindagi

468 chars (3 sms)


College Ke Din Yaad

College Ke Din Yaad Mai Kuch Yaad
Ye degree bhi le lo, Ye naukari bhi le lo
Bhale chahe le lo mujhse US ka visa…
Magar mujhe lauta do college ki canteen
Woh parantha Sassi ka, Woh KL ki choumeen..
Woh mess ka sexy khana, bina kha ke wapas bahar aa janaa
Karna wait extra messing ki, yehi hai life meri

308 chars (2 sms)


Aaj Kuch Maangna

Aaj Kuch Maangna Hay Tum Say
Aaj Kuch Lena Hay Tum Say
Aaj Kuch Dena Hay Tum Ko
Aaj Kuch Kehna Hay Tum Ko
Na He Koi Khuwahish, Tamanna Na Arzoo
Bas Aik Hi Chah Hai Apni Aur Aik Hi Justaju
Ham Maangtay Hain Tum Say,
Teray Derd O Gham Wo Saarey Jo Rula Gaye Hain
Teri Neenden Uda Gaye Hain
Ham Hain Shareek E Gham Teray Pehchaan To Sahi
Ham Bhi Hain Saath Teray Tu Jaan To Sahi
Ker Bojh Apnay Dil Ka Halka Hamen Bataday
Ye Fikar Ye Udasi Kioon Hay Zara Sunaday
Laaye Hain Ham Baharain Teray Hi Waastay
Ye Rang Aur Ye Khushboo Teray Hi Waastey
Aaj Kuch Maangtay Hain Tum Say
Aaj Kuch MaangnA Hay Tum Say

616 chars (4 sms)


Hum Dard ke Maron ka,

Hum Dard ke Maron ka,
Hum Dard ke Maron ka,
Itnaa Hi Fasanaa Hai
Peene ko Sharab-e-Ghum,
Dil Ghum ka Nishanaa Hai

Dil Ek Khilauna Hai,
Taqdeer ke Hathho mein
Marne ki Tamanna Hai,
Jeene ka Bahanaa Hai

Deten Hai Duwaaen Hum,
Duniya ki Jafaaon ko
Kyoon Oonko Bhulayen Hum,
Ab Khud ko Bhulanaa Hai

Hans Hans ke Baharen To,
Shabnam ko Rulaati Hai
Aaj Apni Muhobbat par,
Dariyaa ko Rulanaa Hai

411 chars (3 sms)


Aaas aankhain adalt adhi raat Adult afsos after death agra aisi konsi akhtar allama Alone anarkali anniversary April fool aqwaal Asif attitude badsha barish believe bewafa bhool bichar gay bike bird blessing broken cast Chahat chale chanda Chinees choose CHUT cigareete cool cricket Daag dard daru december dene dharti dhoka dhund door Doori dost doste duwa eid mubarak Eid ul azha ENGAGEMENT evening Facebook Faiz Faraz Farq sirf itna tha flower Forgiveness forward Friday friends friendship Funny funny poetry Funny sms Ganday sms Gandi Ghazal Girls golden good night gujjar gurbat Hairstyle Hand hansna happy birthday Happy dewali Happy new year haqeqt HATE heart heaven hijab hijar hussain i love u I love you i miss u If You Really Love Someone Arrange jawab jindgi Jism kare kashti khafa khali hathon ko kabi gor se dekha hai Khata khobsort khush khushiya King kiss LABO Land larki Laut aao little love Love love sms lover manzil Married marrige masjid Masoom maut mohabbat Mola ali mother moti Mout muhabbat Musafar nagni namaaz NARAZ Nawaz sharif New year sms new york november Pahalia paheli Pashto pathan phool poetry Punjabi pyar question quotes raat rajni Rape raqeeb Rashid reason reply rishty ROMANTIC KISS safar Sali samandar santa sardar SAWAL saza Sehri shadi shakespear sham sharab Sharafat shoaib SINDHI TOPI AUR AJRAK socretes songs sorry submit Success Sunday Tabinda Talent tanhai Tere Chehra teri qasam Thanks train trust Urdu uses valentine Veena wapda waqat waqt wasi Wasi shah wife winter ya allah Ya HUSSAIN yaad yad sms ye watan Your heart was frozen zubaida
Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook