Search SMS
e.g. faraz, sardar, etc.

Search Results for 'bewafa'

Ajeeb Tamasha Hai

Ajeeb tamasha hai mitti se banay logon ka, Bewafayi karo tou rotay hain Aur wafa kero tou rulatay hain

104 chars (1 sms)


Juda honay k mosam men juda hona zarori tha

Juda honay k mosam men juda hona zarori tha, Najany q kisi ka bewafa hona zaruri tha. Kisi se koi b shikwa na koi b shakayat hai" Jo mery sath chahat mein huwa,Hona zaruri tha" Bohat nazdeek thay dil is liye ab dooriyan b hain" Dilon k dermiyan kuch faasla hona zarori tha" Usay b dard denay ka bohat hee shok tha Wasi" Humay bhe dard-o-gham se ashna hona zarori tha...

376 chars (3 sms)


Dil mera har lamha jise paane ki dua karta hai

Dil mera har lamha jise paane ki dua karta hai, Misl-e- Khushbu meri saanson main basa karta hai, Us ke lehjay se gulaabon ki mehek aati hai, Baat karta hai to waqt ruka karta hai, sochta hoon ke ik baar bewafaai karon uss se… Main bhi to dekhoon ke woh kesi wafa karta hai...

276 chars (2 sms)


ZINDAGI bewafa kyun hoti hy

ZINDAGI bewafa kyun hoti hy. WAFA karny ki saza kyun hoti hy. Choti c baat pe baha dety hain KHOON. Insan mein itni ANNA kyun hoti hy. Karta hun mein jis se baar baar TAUBA. Elahi mujh se wohi KHATA kyun hoti hy. Banaaty tu hain hum apnay haathon se MASJID. NAMAZ apni he phir QAZA kyun hoti hy?

295 chars (2 sms)


Jan kar bhi tum mujhe jan na paye

Jan kar bhi tum mujhe jan na paye, aaj tak tum mujhe pehchan na paye, khud hi ki hai bewafai hum ne, ta ki tujh pe koi ilzaam na aaye...

137 chars (1 sms)


Janaza Mera

Janaza Mera Uth Raha Tha, Phir B Takleef Thi Unko Aanay Mai, Bewafa Masjid Mai Baithay Poch Rahay Thay, Aur kitni Dair Hai khanay Mai.

137 chars (1 sms)


Zindagi se poocho

'Zindagi' se poocho ye ka chahti ha 'Bus' aik zara si wafa chahti ha 'Kitni Masoom or Nadan ha zindagi 'Khud' bewafa ha or wafa chahti ha....

145 chars (1 sms)


Na jany samandar ki leher kinary se

na jany samandar ki leher kinary se tukra kar wapis kyu ajatai ha samjh mai nahi aaata k wo kinary se bewafai karti ha ya lot kar samndar se

142 chars (1 sms)


Sab Ke Hote Hue Bhi Tanhai Milti Hai

Sab K Hote Hue Bhi Tanhai Milti Hai Yaado Mein Bhi Ghum Ki Parchai Milti Hai Jitni Bhi Dua Karte Hain Kisi Ko Panay Ki Utni Hi Ziyada Un Se Bewafai Milti Hai

160 chars (1 sms)


Mobile Ki Battery 3 Se 4 Din

Jes Din Se us Bewafa Ne Mujhy Chora Hai . “Dost” . . . . Yaqeen Mano . . . . . . Mobile Ki Battery 3 Se 4 Din Aaram Se Chal Jati Hai..?

149 chars (1 sms)


Ab Tu Dyniya Walon Pe Bilkul

Ab Tu Dyniya Walon Pe Bilkul Bharosa Nahi Karna FARAZ… . . . . . . . Ek Bewafa Hum Ko China ka Bakra Keh k Kutta Baech Geya..!!

135 chars (1 sms)


Main ne Kaha Tu to Apna tha

Main ne Kaha Tu to Apna tha Tu kyun Chor gaya WO Bewafa Hans k B0LA ZindAGi B To Apni h0ti hai Wo kyun Chor Jati Hai..

119 chars (1 sms)


Udas main tha

Udas main tha sara sheher rone laga, AAj mera sanum ksi or ka hone laga, mera chain khony laga mjy DARD sa hone laga, JO MERA humdard tha yaroo woh ksi or ka hone laga, WAFA KA PAIKAR tha sanum mera, jany kiun bewafa hony laga

226 chars (2 sms)


Pyar k!a tha tm sy tm ny bewafa! k! to kya huva

Pyar k!a tha tm sy tm ny bewafa! k! to kya huva "Dost" Hm pehly bewafa thy thujy b! bana d!a ab wafa jeatny k! jang kra!n gy

126 chars (1 sms)


Bas kar Aye dil us

Bas kar Aye dil us bewafa ko aur yaad na kar.... Bohut zulam kia hai uss nee tujhe Gayar bana kar..

102 chars (1 sms)


acha dost adhi raat afsos aisi konsi allah pak allama alone altaf anal baba balochi beauty best friends bewafa bhag bharosa Birthday sms Bister bivi boys brother bund bura nahi busy ho cast Chahat chai chinees Choot color cool daru december dene Devil dhoka doori dorian dosti dosto dukhi Duwa ehad ehd e wafa eid ka din eid mubarak elephant emotional evening Faiz faraz fever fight flirt forward friends friendship funny poetry galti gand Gandi gareeb ghazal girl girlfriend Girls golden words good morning good night hair hand hansna happy birthday Happy dewali Happy new year HATE hazrat ali hazrat mohammad HEAD heart heaven hindu hospitality hussain i hate you I KISS U I LOVE U I love you i miss u if you really love someone arrange ignore inteha intezar jannat Jindgi jism juda jumma kare karna kashti khali hathon ko kabi gor se dekha hai khat khobsort KHUSHI khushiya King Kiss kissing LABO Lazy life little love Love love lost Love sms lover mama marne Marne wale marriage Married masjid Masoom Maut Meer miss You Sms Momin mother mountain Mout muhabbat muhbat mulakat nangi naraz Naseeb nawaz new year New year sms nigahe november pagal paisa pappu pareshan Pathan pepsi phatan picture princess pushto quotes ramzan relationship reply result rishty romantic safar sahil samandar sanam santa banta SAWAL saza school sehri shadi sharab shayari shia shohar sindhi songs sorry Story success tabinda tabo tasveer taxi teri dosti Thanks trust umeed urdu uses ustad usy kehna veena view wada wafa waqat wife winter without you ye watan Your heart was frozen
Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook