Search SMS
e.g. faraz, sardar, etc.

Search Results for 'sardi'

Happy Exam season

Jab sardi ki raaton main kitaab kholo to zehan main aik "Equation" aati hai.. . . . . . . . . . . . Bed + Razai = Dafa karo parha Happy Exam season

148 chars (1 sms)


DOSTI..

DOSTI wo hy jo “JANUARY” ki dhoop ho, “FEBRUARY” ki barish ho, “MARCH” ki shaam ho, “APRIL” ki hawa ho, “MAY” ki subah ho, “JUNE” ki chawo’on ho, “JULY” ki khushboo ho, “AUGUST” ki taaron bhri raat ho, “SEPTEMBER” ki chandni ho, “OCTOBER” ki rim-jhim ho, “NOVEMBER” ki bahaar ho, “DECEMBER” ki sard raat ho, Us sardi mai mery sard Hath hon or aap ky leay Dua ek khass ho k, ” SADA KHUSH RAHO “ameen”

411 chars (3 sms)


Ya phir ye Sara Mamla hi Khatam Kar,

Beet Gaye Sare Mahine Saal Ke, Ab Phir Laut Aya Hain December, Mere Gamo ka mausam Jata Nahi, Ya Allah Kuch Mujh Par Karam Kar, Jab bhi uski yaad ati hain Mujhko, Nahi So Pata Hun Ek Karwat Par, Ab tu Sardi bhi nahi lagti december main, Nahi Rakhta main ek bhi Kapda Badan Par, Allah tu Lauta de phir se wo mahine aur sardiyan, Ya phir ye Sara Mamla hi Khatam Kar,

368 chars (3 sms)


Ek khushboo GULAB k sath

Ek khushboo GULAB k sath Thori si HANSI har baat k sath Ek yaad Mulaqat k sath Naya mousam Thori si Sardi k sath HAMESHA khush raho Meri"DUA"k sath

147 chars (1 sms)


abb zukam howa na

Barsat ki rat
1 bhigi ladki
Bhiga Badan
Bhige hont
Bhigi julfe
Us se nazre mili
milte hi dil ne kaha
.
.
.
.
.
.
.
.
kal ise 100% sardi jukam hoga.

162 chars (2 sms)


Happy winter season

/\ ” ,, ” ,, ” ,, ” ,, ” ( ‘ ; ‘ ) ,, ” ,, ” ,, ” ,, ” (,,)(,,) ,,” ,, ” ,, ” ,, OOooo….Sardi. “HAPPY WINTER SEASON” Enjoy the winter…!

137 chars (1 sms)


Khuda kry k tumko

Khuda kry k tumko JUDAI na mile
kisi k dard me TANHAI na mile
ager muje sms na kro to kuch aisa ho
k mosam ho sardi ka or
tumhen RAZAI na mile

147 chars (1 sms)


Enjoy the winter.

/\ " ,, " ,, " ,, " ,, "
( '' ; '' ) ,, " ,, " ,, " ,, "
(,,)(,,) ,," ,, " ,, " ,,
OOooo....Sardi.

"HAPPY"

"WINNTER SEASON

Enjoy the winter...!

156 chars (1 sms)


Kash Iss Eid Par Main

Kash Iss Eid Par Main Tera Bakra Hota
Aur Kissi Ne Na Sahi Tu Ne To Mujhe Pakra Hota
Tu Hina Lagey Hathon Sey Mujhe Pathey Khilati
Thorey Thorey Nahi Sarey Ikathey Khilati
Tu Mujhey Main Main Kar Key Bulati
Aur Sham Ko Gali Main Saath Ghumati
Mere Pass Gaari Na Sahi Chakhra Hota
Kash Iss Eid Par Main Tera Bakra Hota
Tu Meri Suhbat Par Naaz Karti
Bila-Jhijhak Mujhe Aashnae-Raz Karti
Agar Mera Raqeeb Mujhe Chehra Karata
Seeng Marta Foran Usse Takar Karata
Raat Ko Sardi Main Bahir Akra Hota
Kash Iss Eid Par Main Tera Bakra Hota
Phir Eid Par Zibah Ho Jata Main
Teri Khatir Cut Mar Jata Main
Teri Muhabat Ne Kuch Iss Tarah Jakra Hota
Kash Iss Eid Par Main Tera Bakra Hota

690 chars (5 sms)


Woh Janwaron Ki K

Woh Janwaron Ki Khushbu,
Woh Gobar Ki Badbu,

Woh Sardi Main Mandi Jana,
Aur Janwaron K Sath Latak Kar Wapas Aana,

Woh Pinduon K Nakhray,
Aur Hamara Satana,

DIL Pasand K Bachhray,
Lasani Ki Bachhriyan,

Mubarak Ho Aapko EID Ki Khushiyan,
In Advance. :-)

269 chars (2 sms)


Forward this msg

Forward this msg to your frndz & get mazay-dar replies..

"Sardio''n ki raatei''n hon aur.....''"

reply iz must.?

119 chars (1 sms)


Baap Ne Apni Beti

Ek Sawal:

Baap Ne Apni Beti ko Gift de Kar bola k

Bhook Lagy to kha Lena,
Pyas lagy to P Lena,
Aur Sardi lagy to Aag laga Dena!

Batao wo kon See Cheez hai?

Reply SOCH KAR.

Answer :

Coconut

209 chars (2 sms)


Question:

Question:


"Sardi K Mausam Main Sab Se Mushkil Kaam Konsa Lagta Hai?"


Send It To Your Friends and Get Funny and Exciting Answers.

But Reply Me First.

162 chars (2 sms)


1st Sardar

1st Sardar:
Yaar koi aisa kaam
bata jis main ziada
profit ho ?

2nd Sardar:
Aisa ker sardiyo''n
mein sasti Baraf le
ker garmiyo''n mein
baich de ... ;->

165 chars (2 sms)


PehAn Lo TuM SweAter

PehAn Lo TuM SweAter TuMSe yEhi hy HAmAri GuzArish , , ,

Mubarak hO Aap sAbko SArdi ki PehLi BAriSh . . . :p :d ;->

HApPy RAIN . . . /

144 chars (1 sms)


Existing Users Login
User ID  
Password  
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook