Biwi ek dum khush hoke
Biwi ek dum khush hoke :"Kya baat hai jee,aaj to meri photo pe photo kheenche ja rhe ho
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Husband bola :kuch nhi pagli,aaj mere sarr pe wild life photography ka bhoot sawar hai
by Pak101.com (few years ago!) / 1090 views
Similar Jokes
wakeel: my lord kanoon ki kitaab ke saffha number 15 ke mutabiq mere muakkal ko ba izzat-bari kia jaye.
JUDGE: kitaab paish ki jaye
(kitab pesh ki gaye)
judge ne saffa khola to us mei 5000, 5000 k do note thay..
JUDGE: is tarah k do saboot aur pesh kiye jayein
by Abdul Hannan (few years ago!)
Teacher to Student: Art ki copy mai train banawo, mai 5 mint mai aarahi hon
.
10 mint baad
Teacher: Train dikhawo
Students: Ap late hogayi, Train 5 mint pahle hi chali gayi
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Doctor ne marez se kaha.main ek mahn se 50 rope ki rozana dawa kha raha hun lekin muje koi fayda nazar nahi aa raha.
doctor .....acha to main ap ko kal se& 40 rope ki dawai dun ga.jis se ap ko roz ka 10 rope ka fayda& nazar aye ga.
by Pak101.com (few years ago!)
1985 me Guest Ghar aate hi:
Kia Haal Hai, Papa kaise hai, Bache theek hai?.
2010 Guests Ghar aate hi:
Patli pin wala charger hai
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa : Aapne nurse bahut changi rakhi hai, uska haath lagtey hi mein theek ho gaya.
Doctor : Jaanta hoon, thappad ki awaaz mujhe bhi sunai di thi.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
A girl and Sardar were in love
Larki: Sardar jee ap mairi bilkul parwa nahi hai!
.
Sardar: Oye Pagli ! pyar karnay walay kesi ki parwah nahi karay
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Teacher To Sharma:
What Is The Full Form Of SINGH?
Sharma Thinks Hard And Says:
Sardar Insaan Nahi Gadha Hai
by Pak101.com (few years ago!)
1 Kanjoos 14th floor se neeche gira
Girte waqt usne apni ghar ki khirki me apni wife ko roti pakate hue dekha, to chilla k bola
MERI ROTI NAHI PAKANA!
by Pak101.com (few years ago!)
Man 2 Inspector: Sir zinadgi mein kabi haraam khaya ap nay?
Inspector: Bas aik dafa… ghar say khana aa gia tha wo khana para
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Jeet Chuke Hum Her Jung,,
Ab Yeh Baazi B Hamari Hai,,
Boht Zaleel Ho Chuke
Faraz
Sardar
Aur Aapa
Ab
VEENA Ki Baari Hai
by Tanveer Hussain (few years ago!)