Aj ki taza tareen news
Aj ki taza tareen news .
..
.
.
.
.
.
.
.
.
News pepar pe ho gi parh lena aur mujhe bi btana.
by Sabir shah (few years ago!) / 1241 views
Similar Jokes
Molana sahab jumay k khutbe mein: Ajkal cable pe
channel bohot kharab aa rahe hen!Pathan: Nahi,
hamare ghar to saaf aa rahe hain. Aap apna taar
check karo..
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Zindagi me agar kuch hasil karna ho to hamesha apne dimagh ki suno
Agar dimagh se koi jawab na aaye to Dil ki suno Wahan se bhi koi jawab na aae to
Anhken band kr k socho k “Ya-Allah kahin me SARDAR to nhi?
NAHIEEEEEEEE!..
by haleema sadia (few years ago!)
Aik sardar sarak paar karte howe tarak se takra gia jab hosh aya to logon ne pocha ap ko gari nazar nai ayi thi.
Sardar: nazar aai thi par us pe likha tha "too lagh ja sadi khair he"
by Sabir shah (few years ago!)
Larka larki se :ap ki khobsurti ka kia raz hai?
Larki:lux
larka:ajeeb itafaq hai meri kamzori ka bi yahi raz hai.
by Sabir shah (few years ago!)
Ek Pathan… Larki Say Hum Say Shadi Karo Tum Ko Sawab Milay Ga..
Larki: Woh Kaisay?
Pathan: Hamari Shadi Hogi Bacha
Hoga, Bache Ka Name Sawab Khan Rakhenge.
by Pak101.com (few years ago!)
maine apni class mein sabse pyaari larki ko phansa li..
Friend : Woh kaisey?
Chintoo : “Class lagi thi.. Maine kaghaz ka jahaz bana ke Phainka.
Jahaza teacher ke pass chala gaya. Uss ne ghusey se poocha yeh kiss ne
phainka? Maine us larki ka naam le liya aur who phans gaye bichari.”
by Pak101.com (few years ago!)
Chuhi chuhe se-Tu mere lyi jaan de sakda a?
Chuha-kade nhi?
chuhi-kyon?
chuha-Sadi maa nu put nhi labne tenu yaar bathere......
by Sajjad Qureshi (few years ago!)
Banta : What is the similarity between marriage and 11:59 pm?
Santa : Dono ke baad 12 bajte hai aur din badal jate hai!
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar ko pata chala ke usky Bewi ka kesi owr ke sath AFFAIR hai
.
Us ne faisla kia ke apny apko owr apny bewi donu ko Mar dale
.
Pistol apni Kanpati par lagayi owr bewi ko bola:
.
Khush mat, ho agla number tera hai !
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Chaandni raat ke romantic palo me premika ne
kaha-
“Kaash! Agle janam me mai chaand banti!”
Premi- “Aur mai chandrama par utarne waala
pehla antriksh yaatri!”
by Tanveer Hussain (few years ago!)