Imran Hashmi Ek Cosmetics Ki
Imran Hashmi Ek Cosmetics Ki
Shop Par Gaya Aur Dukandaar Se Bola.
Imran Hashmi: “Bhaiya, Ek Lipstick Dena?”
Dukandaar: “Saab, Koun Sa Color Doon?”
Imran Hashmi: “Yaar, Color Ko Goli Maar, Bas Taste Aachha Hona Chahiye“
by Pak101.com (few years ago!) / 683 views
Similar Jokes
Larkay Wale: Hume Aisi Larki Chahiye
Jo zayada Khati-Peeti Na Ho,aur
hamesha chup rahe or shohar ki sunay.
Larki walay:
Aisi Larki To Apko ICU Me Hi Milegi.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Ek mandir mein buri niyat wale gayab ho jate
the ,Shahrukh gaya Shahrukh gayab,
Saif gaya, Saif gayab, Aamir gaya, Aamir gayab,
Mallika Sherawat gayi, Bhagwan
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Wife:Samne wale ghar me Miya Biwi k bich kuch fight chal rhi he. Aap 1bar jaiye na
Husbnd:Me 1 do bar gya tha.Shayad ye usi ka natija hai! ;)
by Pak101.com (few years ago!)
koi chez be-wafai se barh ker kia hogi,
Ghum-e-tanhai judai se barh ker kia hogi,
Kisi ko deni ho jawani main saza,
to wo saza PARHAI se barh ker kia hogi:-)
by Abdul Hannan (few years ago!)
Dost: Itne udas kyun ho?
Man: Wife se jhagra hoa tha usne kaha ke wo mujh se 30 din bat nahi kare gi
Dost:Tumhe to khush hona chahiye
Man:Aaj akhri din hai.
by Pak101.com (few years ago!)
SANTA: Aaj Kal Tu Ki Kar Rha h
BANTA: PGDCA
S:Wo Ki honda ae
BANTA:
Papa G De Cash pe Aish
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan:parso meri bivi kunwe me gir gai bahot chot lagi chila rahi thi
friend :ab kaisi hai?
Pathan :ab theak hai kal se kunwe se awaz nai aai.
by Sabir shah (few years ago!)
Ek bar ek chitti ne Hathani ke kan mein kuch kaha toh hathni behos ho gayi.
Phir kisine chitti se pucha ke tune kya kaha?
Chitti Boli: Maine itna hi kaha ke “Main tumhare bacche ki maa banne wali hoon!”
by khalid hussain (few years ago!)
Bivi: aaj mere tann-mann me aag laga do.
Shohar ne petrol daal k aag laga di.
Moral: jazbaat ka izhaar aasan alfaz mein kren.
Shukriya Rescue 1122
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan pehle Rozay ko masjid me naat parhne gya
sab logo ne usy buhat maara
Kyun?
Kyun ke pehle hi rozay mein naat parh raha tha
“Alvidah Alvidah Mahe’y Ramzan”
by Tanveer Hussain (few years ago!)