aisa chaukidaar chahiye jo sehatmand ho
Officer: Dekho, humme aisa chaukidaar chahiye jo sehatmand ho, chust, chalak aur chaukanna ho, jarurat parne par jisse hum daat bhi saake…
Yadi tumhare andar yeh saare guun shamil hai to tumhe yeh naukri mil sakti hai.
Umeedwaar : Saheb yeh saare gun meri biwi mein hai, usse bulau?
by Pak101.com (few years ago!) / 1001 views
Similar Jokes
Larka sheikh se: Aap apni beti ki shadi Mujh se kar dein main oss ke wazan ke barabar Aap ko sona doon ga
Sheikh mujhe kuch waqt do
Larka: sochne ke liye
Sheikh: naheen beti ka wazan barhane ke liye
by hearthackervsgirls (few years ago!)
In exam hall a girl askd to a sardar:
‘Muje bas is answer ki starting bata do baki mai likh lungi.’
Sardar ne dhyan se idhr udhr dekha,phr dhire se bola
“The”
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Bivi ne pati ke gale main bahein dalker kaha- Kaisi lag rahi hun main?
pati- bulkul vaisi jaise bhagwan shanker ke gale me nagin latkati ho...
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar ki Biwi ka rang kala tha
Biwi ne Red Colour ki sarhi pehni or Sardar se pucha
Me kesi lag rhi hn
Sardar muskuraty huwy bikul CHRIS GAYLE
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Ek Pathan hamesha Apne Mobile Ke Saath 1 Scissor
Rakhta Tha,
Kisi Ne Poocha??
“Khan Saab Ye Konsi Science Hai ?”
Pathan: : O Yaara Kabhi Kabhi Call Katna Bhi Par
Jata Hai Na.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pathan ki BIWI ne Pathan ko SMS kiya:
“Ghar kb aa rahe hoo..?
Msg ker k batao…!!”
Pathan ne SMS me likha:
“Ni bata sakta balance kam he..”
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Patient to the doctor, 'Whenever i drink coffee, i have this sharp, excruciating pain.''Try to remember to remove the spoon from the cup before drinking,'
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher To Pathan: AGARBATTI Ka Jumla Banao.
Pathan: AGAR BATTI Chali Jaye To Andhera Ho Jata Hai...
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Sardarni Ko Apny Sardar Par
Barrha Pyar Aya
Tu Boli K Tusi Hazaron May 1 Ho!
Sardar Ne Us Ko Kheench K Thaparr Mara Or
Bola Baqi 999 Kon Hain?
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar Ji and Umbrella
Ek sardar ki chatri me hole tha,
kisine pucha, umbrella me hole kyun?
Sardar bola, Oye barish ruk jayegi to pata kaise chalega.
by Pak101.com (few years ago!)