Aitraz Nahi Hai
1 Aadmi ka inteqal ho gaya:
Uska dost us ki BV k paas aaya Or bola:
Kya main us ki jagah le sakta hoon?
B.V: Mujhe koi Aitraz nahi Hai
QABRASTAN walon se pooch lo...
by Pak101.com (few years ago!) / 882 views
Similar Jokes
Neend aati hai to Khuab aata hai,
Khuabon main Ek Larki aati hai,
Larki k peechy uska Baap aata hai,
Phir Na Neend aati hai, Na Khuab aata hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Film Director to Actor: Tum ko 100 feet ki height se swimming pool me jump lagana hai.
.
Actor: Par mujhe tairna nahi aata, mein doob jaunga.
.
.
Director: Don't worry, pool me paani nahi hai.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Patient: Aapne 2-2 thermometer kyun rakhe hain?
Doctor: Ek muh mein lagane ke liye or dusra jheb mein
Patient: Mein aap ka matlab nahi samjha
Doctor: Matlan yeh hai ki ek thermometer muh mein lagane se mujhe pata chalta hai ki aap ka sharir kitna garam hai aur dusra jheb mein lagane se pta chalega ki aapki jheb kitni garam hai
by Pak101.com (few years ago!)
Ma:beti shadi ke liye kon sa date fix kare?
Beti:22 Dec. Ma:Q?
Beti(sharmate huye):Suna
hai us din saal ki sabsi lambi raat hoti hai...
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar Prays Daily For 2 Hours
Hey Vahey Guru Meri Lottery Lagade
After 11 Yrs Vaheguru Angrily Appears Says Oey Uloo De Pathay Ticket To Le Le
by Pak101.com (few years ago!)
Khan Sahab ne bacha aghwa kya or tawan k liye "10 lakh rupe kal subha pull k niche pohncha do" Ka sticker uske piche chipka kar wapis ghar bhej dia.
Dusre din pull k niche gaya 10 lakh mil gaye!
Sath sticker pe likha tha..
"Khuda ka Qasam paise ka gham nai!Gham is bat ka he k khan ne khan ko loota
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Baap bête khana kha rahay the to betay nay kaha: Abbu….
Baap nay kaha: chup karo khana khatay waqt baat nahi kartay.
Jab dono baap beta nay khana kha lia to baap nay kaha: Beta kia keh rahay the?
Betay nay jawab dia: Abbu Salan mein makhi thi woh kha gaye hain.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
3 Idiots Urdu Funny Jokes Tamam Pakistani Bhaiyon Aur Unki Behnon Se Appeal Hai. Ke Please Aamir Khan ki New Movie “3 IDIOTS” Na Dekhen. Kyon K . . Woh Abhi Tak Release He Nahi Hui Hai.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Kid: I want To marry my Grandma!!!
Dad: What You Want to marry My Mom Stupid!
Kid:- Why not ? You have married mine
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Baar Ek Indian Minister Obama Ke Saath Beach
Par Jata Hai, Baaton-Baaton Mein Obama Ne
Puchha
Obama: “Tumhe Swimming Aati Hai?”
Indian Minister: “Nahi”
Obama Hanste Hue: “Tum Se To Kutta Achha Hai Wo
Bhi
Swimming Kar Leta Hai”
Indian Minister: “Tumhe Aati Hai?”
Obama Ne Fatafat Jawab Diya: “Haan”
Indian Minister: “To Sale, Tum Mein Aur Kutte Mein
Farak Hi Kya Hua?“
by Tanveer Hussain (few years ago!)