Boy: Kaha jaa rahi ho?
Boy: Kaha jaa rahi ho?
Girl: Aatma-Hatya karne…
Boy: To itna make-up kyun kiya hua hai?
Girl: Abe Ghonchu, Kal akhbar me photo aayegi na!!
by Pak101.com (few years ago!) / 655 views
Similar Jokes
A promising young man
should go into politics so that he can
go on promising for the rest of his life.
by Abdul Sami (few years ago!)
Papu aur PAPA ek Hotel me gye..
.
.
Papa: Waiter,
.
1 Beer aur 1 Ice-Cream lao..
.
.
.
PAPU: Ice-Cream kyu papa?
.
Aap bhi Beer pijiye na.
by Pak101.com (few years ago!)
The Law Says,
“If U Can’t Convince Someone, Confuse Them!”
Do U Know Which Law It Is?
This Is “Law Of Answering In Examination”…:)
by lescol (few years ago!)
Ek Shadi Mein Achanak
Kahin se Ek JINN Aa Gaya..!
Jinn ko Dekhte Hi;
Larkiyon ki Cheekheyn Nikal Gayin,
......
Wahan par Ek BABA Jee bhi the,
Unhon ne Larkiyon ko Kaha ke:
"Sari Larkiyan Mun'h Dho Len.."
Jab Woh Sab Mun'h Dho Kar Ayin to;
"JINN ki Cheekheyn Nikal Gayin.." :O :-P :D
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Biwi (shohar se): Mai ghar chor kar ja rahi hun.
Shohar(ghusse se): Jaan choro.
Biwi: Yeh aap ki Jaan kehne ki aadat bhi naa mujhe hamesha rok leti hai.
by Aaliya Umer (few years ago!)
1 molvi ka tota (parrot) daily 1 shakhs ko
"oye beghairat" kaha karta tha
us shakhs ne molvi se shikayat ki
molvi ne tote ko danta
agle din jab wo shakhs qareb se guzra
to tota kuch na bola
thora agay ja k us shakhs ne peche mur k dekha to
tota hanste hue bola "Samajh to gaya hoga";-)
by Abdul Sami (few years ago!)
GIRL stands for
G: GOSSIP mai sab sai agay
I: INNOCENT sirf shakal say
R: RONAY ki machine
L: LARAYI mai sab ki maa
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Aik aadmi ko buhat pias lagi huyi thi. Woh aik sharbat walay kay pas gia aur kaha mujhay aik glass sharbat do. Phir kaha meri larayi honay wali hai.
Sharbat walay nay dheyan nahi dia aur sharbat ka glass pesh kia.
Woh aadmi sharbat pi kar bola. Mujhay aik glass sharbat aur do meri larayi honay wali hai.
Sharbat walay nay suna magar kuch kaha nahi. Phir is nay kaha.
Sharbat walay nay tisra glass bhi dia aur jab is nay sharbat pi lia to is nay pucha aap ki kis say larayi honay wali hai.
Is aadmi nay kaha. Tum say kiun keh meray pas denay kay liye sharbat kay paisay nahi hain.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Do sardar raat ko ghoom rahy thy
1st sardar:
bohat garmi hy yar
2nd:
Han yar agar din hota to kahin chhaon mai beth jaty.
by Pak101.com (few years ago!)
Dulha ne apni dulhan ka ghongat uthaya to wo boht kali nikli
Dulha bola ,
.
.
.
.
.
.
tum ne pepsi lene nai jana?
by hearthackervsgirls (few years ago!)