Jab main paida hua tha
Musharraf: Jab main paida hua tha to military valon ne 51 topen chalai.
Santa: Kamal hai, sabka nishana chook gaya?
by Pak101.com (few years ago!) / 954 views
Similar Jokes
Pathan Namaz Parhnay Gaya 0r do Baar Wazoo Kya:
Kisi ne Pucha: Khan Sahab Aapne do Baar Wozoo Kyo kia?
Pathan: Agar ek Toot Gaya to Dosra Kaam Aayega
by Abdul Hannan (few years ago!)
Railway station
Railway station par bethe aik mosafar ne railway ke afsor se kaha
agar tamam garian late hain to is bare se time table ka kya faida jo aap ne latkaya hoa hay?”
police officer pehle hi guse main tha or bola.
“agar tamam garian waqt par ane lagi to phir kaho ge is bare se waiting room ka kya faida.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Aap jaise log kuch khaas lagte hain,
Dil me har waqt ek aas rakhte hain,
Jaane kb ho jaaye mulaqaat aapse,
Isliye hm 1 DISPRIN hmesa apne saath rkhate hai
by Mazhar Khan (few years ago!)
Sardar:shalimar express kitne baje ayegi?
Tt:9 baje
sardar:local train?
Tt:1 bajy, ap ne kahan jana hai?
Sardar:patri cross karni hai.
by Sabir shah (few years ago!)
The teacher asks the Sardar: You have 10 chocolates,
you gave 5 to Anjali, 3 to Manju, and 2 to Smitha. What do you have now?
Sardar: Three new girlfriends!
by Pak101.com (few years ago!)
Customer: Ek kilo gaay(cow) ka doodh dena.
Shopkeper: Lekin tumhara bartan toh bahut chhota hai.
Customer: Theek hai toh phir bakri ka de de.
by Pak101.com (few years ago!)
Doctor adhi raat ko uttha or bv se bola:
“main hospital ja raha hoon, hospital se fone aya hay, emrgency hAy.”
Bivi:”kisi ko to apni maut marnay diya karo”
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Teacher:Beta tum iss class me 3 saal se fail ho rahe ho.Tumhari umar me Shashtriji matric pass kar chuke the.
Student:Sir,gyan mat bantiye.Aapki umar me Bhagat Singh fansi chad chuke the!!!
by Pak101.com (few years ago!)
'Ab too iss darr say rona he chor diya
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Kaheen humaaray aansoon pay dengue anday he na
chor jae....:'
by Tanveer Hussain (few years ago!)
2 Friends Jungle Main Bathroom Kar Rahay Thay,
Achanak SHER Agaya.
1st Friend: Oye Tu Dar Tou Nhi Raha Na?
2nd Friend: Nahi Nahi Yaar, Main Tou Nahi Dar Raha…
1st Friend: Tou Phir Apni Dho Meri Kio Dho Raha Ha…..:O
by Mazhar Khan (few years ago!)