pathan
Teacher to pathan:
batao Pakistan ka jhanda sub se pehle kahan lehraya gya?
Pathan boht dair sochnay k bad bola:
Hawa mei
by Zia Rasool (few years ago!) / 764 views
Similar Jokes
Har Sawal Se Dat Kar Ladna,
Fekne Me Kami Mat Karna,
Mouka Mila To Peche Bhi Dekhna,
Aur Ek Baath Yaad Rakhna,
Aage Wala Ka Paper Apna Samajhna
by inayat khan (few years ago!)
Wife : Ye aap ki shirt per lipstick ka nishan kahan se aaya?
Husband : Mein khud paresaan hu nishan dekhkar. Maine tu uss wakt shirt utari hui thi.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek naye teacher ne ek bachche se poocha, is pakshi ke pair
dekho aur iska naam batao.
Bachche ne kaha, pata nahin.
Teacher ne kaha, Tum fail ho
gaye,batao tumhara naam batao.
Bachche ne kaha Mere pair dekho aur naam batao
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan 2 shopkeeper: Bhai sahb 1 rupia ka Easy Load kardo
.
Shopkeeper: 1 rupey ke load se kesi ko call karni hai ya msg?
.
Pathan: Karna tu kuch bhi nahi,
Bus aisy hi paisy urany ki adat hai
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
1 pathan baal
katwane gaya.
naai bola: khan
saab bal kese
katon? .
pathan: bilkul
khamoshi se, ham
ko shor pasand
ni ha.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Aik pathan 2 arbion k pas se guzara wo aik dosre ko galian de rahe the .
Pathan:qari sahib mujhe bi in duaon me yaad rakhna
by Sabir shah (few years ago!)
Teacher: Galti hone pe maafi magne wale ko kya kahte hai?
Student: Samajhdar
Teacher: Aur galti na hone pe bhi mafi mangne waale ko kya kahte hai ??
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Student: BOYFRIEND.
by Numan Malik (few years ago!)
Pathan raat ko Machardani laga kar
so raha tha:
Achanak ek Jugnoo aa nikla.
.
.
.
.
.
.
Pathan: Lo ye khocha machar humko
Torch le kar dondh raha hai. -
by hearthackervsgirls (few years ago!)
A Pathan goes to a hotel and eats heartily. After eating he goes to wash his hands but starts washing the basin instead.
The manager comes running and asks him, "Khan Sahab , aap kya kar raheho?"
To this the man replies, "Oye, tumne hi to idhar board lagaya hai, "Wash Basin"
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
TEACHER:-Kabir ka koi doha sunao..?
STUDENT:- ganga ji k ghat pe ghatna ghati gambheer, Raheem le gayo Meera ki Pappi fas gaye sant Kabeer...
by Pak101.com (few years ago!)