Main Maan Banne Wali Hoon
Ladki Ne Apne Premi Ko Ek Din Dukhi Man Se Bola
Ladki: “Main Maan Banne Wali
Hoon”
Ladke Ne Ye Suna Aur Chilla Ke Bola: “Nahiiiiiiii”
Ladki: “Oye Pagal Main Teri Maan Banne Wali Hoon, Tere Baap Ne Mujhe Purpose Kiya Hai
by Pak101.com (few years ago!) / 1398 views
Similar Jokes
Boss : why you wear the shorts .
Sana : sir in short salary I can wear these shorts only.
by Pak101.com (few years ago!)
Faqir:10rs dedo chai peyonga Seth:chai to 5 ki
hai.....Faqir: Girl friend ko b pelaonga.....Seth:
Faqiro ne b Grl Friend banalin.....Faqir:nahi saab
Girl Friend na Faqir bana dia ha
by Tanveer Hussain (few years ago!)
"MERI" or "katreena KAif"
Ki 1 Aadat Same Hay
What . .?
Na Main Usay MSG Karta Hon
Na Woh MuJhe MSG Karti Hay...
Ye hota h pyar smjhy???
by Pak101.com (few years ago!)
Yahoooooo……!!!!
Exams ki sari tayyari ho gayi
(’;')
Pen
Pencil
Scale
Eraser
Uniform
ID Card
Sub tayyar hay,
Ab bus….
Parhna baqi hay :p
by khalid hussain (few years ago!)
aik admi aadhi raat ka wqt ek viraan gali se guzar rha tha..
Achank us ne ek makaan ma se baton ki awaaz ati suni,,,
koi shaks dosray shaks se keh rha tha....
"Nhi Nhi Pehly Bazo Kato... Gala baad ma kaat lena"..
itna sunna tha k us ne admi ne dorr laga di...aur seedha police choki pohanch gaya...aur ja kar sari baat batayi...
jab police us admi k sath us makaan pe pohanchi...tau andhr 2 darzi baithhy kaprray kaat rhy thay... :D :D hahaha
by WAQAR (few years ago!)
Pakistan Post office ney, "Asif Zardari" ki tasweer waley tickets jaari ker diyea hain.
AWAAM puch rahi hai key
"Thook kis taraf lagana hai!"
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Ram scooterwaale se: tumhe teek se signal dena aata nahi hai kya?
Scooterwaala: kyu?
Ram: pehle left signal diye aur baad me right de rahe ho, lekin seede hi jaa rahe ho.
Scooterwaala: arey bhai, mujhe seedhe jaana tha. lekin galti se left signal kiya. phir use cancel karne ke liye right signal diya. to sahi kiya na?
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar:
Yar Aaj Maine Apni Bivi
Ko Kisi Aur K Sath Cinema Jatay Hue Dekha
Dost: Tou Un K Pechay Kyun Nahi Gae
Sardar:
Yar Maine Wo Film 4 Dafa Dekhi Thi
by Pak101.com (few years ago!)
golu Found His Wife Having Affair.
Golu Decided 2 Kill Her And Himself golu Ne Apne Kaan Pe Gun Lagayi Or Wife Ko Bola,
Khush Mat Ho.
Agla Number Tera Hai!!:-)
by Pak101.com (few years ago!)
Santa ne apne 6 months k baby
ki birthday partyrakhi,kisine
pucha:6 month k baby ka B'Day kese.
Santa:Hum semester system ko follow karte hai
by Pak101.com (few years ago!)