Duniya Ka Pahla Mobile Jab Bana
Jab Duniya Ka First Phone Bana,
Aur Phone Ko Start Kiya Gaya To
Scientist Ke To Hosh Ud Gaye.
Phone Screen Pe Likha Tha: “2 Missed Calls From Rajnikant“
by Pak101.com (few years ago!) / 1112 views
Similar Jokes
Aankho m aasun
chehre pe hasi
or dil m babasi hai
pehle Q nhi btaya zaalim ki teri ungli darvaaze m phasi hai!
by Pak101.com (few years ago!)
What every man wants
Every Man needs a Beautiful wife, intelligent wife, caring wife, loving wife, sexy wife, adjusting cooperative wife, but it’s sad that law allows only one wife.
by Mohammad Ali (few years ago!)
Aik Pathan kahana kha raha tha
*
*
*
*
*
*
Ab kya woh khana bhi na khaye,
Tum logo ko to Pathan ka naam sunte hi joke chaiye hota hai...
by Abdul Hannan (few years ago!)
Aik tha raja
ik thi rani
dono mar gaye khatam kahani
,,
!
!
nechay kya laash dhund rahe ho? Bola na khatam kahani;->
by Pak101.com (few years ago!)
Phone Ki Ring Baji.
Pati: Mere liye Ho To Kehna Mai Gharpe Nahi Hu.
Biwi Phone Utha k : wo gharpe hai
Pati: Mana Kiya Fir Bhi
Biwi : Ji wo mere liye tha
by Mazhar Khan (few years ago!)
1980's Girls: Pehla Pehla Pyar Hai, Aankhon main Bahar Hai Aaja mere Sajna Tera Intezar hai. 2011's Girl: Phela Pehla Pyar Hai Aankhon main Bahar Hai Aaja mere Sajna Warna Dosra Tayyar Hai. :-
by Mazhar Khan (few years ago!)
AFTAB to SHAHRUKH:Tumhe pata hai aab tak ki meri sab se achi perfomance "ANKAHEE" hai
SHAH RUKH:TO fir aab kiyu Bata rahe ho!!!
by Pak101.com (few years ago!)
Aik daffa bas main cricket team ke kuch khalari safar kar rehy the or apas main lar jhagar rehy the. Aik buzargan ki waja se bohot guse main the jab in se raha na gya to uth kar bole. Allama Iqbal ne such hi kaha tha.
Utha ke phenk do gali main bahir
Nai tehzeeb ke annde hain gande
Aik khalari khara ho kar bola” baba jee Allama Iqbal ne ye us waqt kaha tha jab aap jawan the, hum to us waqt peda hi nahi hoye the.”
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher:- Which Was 1st Silent Film In Hindi?
Santa:- If d Film Was Silent,
How Could u Know It Was in Hindi ?
Teacher shocks Santa rocks !!
by Pak101.com (few years ago!)
Mehman:me jab se chahe pee raha hun ye kutta mera mu kiun dekh raha hai
sardar:ye bahut taiz hai apna pyala pehchan leta hai
by Sabir shah (few years ago!)