Akhir Ye Julam Kab Tak Chalega
Bete Ne Rote Hue Apne Baap Se Puchha: “Papa Aap Jaise Mujhe Marte Ho, Waise Dadaji Bhi Aapko Marte The Kya?”
Baap: “Haan Beta, Bilkul”
Beta: “To Ye Khandani Haramipana Kab Tak Chalega“
by Pak101.com (few years ago!) / 1218 views
Similar Jokes
Father:
Mere 4 Bachay Hain,
3 Ne MBA Kea Hua Hai Aur 1 Chor Hai
Frnd:
Jo Choriyan Karta Ha
Usay Ghar Se Nikaalte Q Nhi Ho?
Father:
Ek Wohi To Kama K Lata Hai..
by Pak101.com (few years ago!)
teacher gunnu ko sharat karte
dekh dante huye- jab mai tumhari umar ki thi to itni sharat nahi karti thi
gunnu- to madam apne sharat kab start
ki..
by Pak101.com (few years ago!)
Doctor: tumhari sehat bohat kharab hai,
cigrrete-noshi chor do.
.
.
.
Pathan: ye nahi ho sakta kyon k cigarrete to chor
donga.
Magar noshi meri biwi hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Current se Bhi Bara Jhatka,
Insaan Ko Tab Lagta Hai,
Jab Usay Pata Chalay,
K Wo
Baghair Package k
"Mobile Data Net"
Use Ker Raha hai...;-p:0
by lescol (few years ago!)
Anti Misba: Tumari itni hansi kyu Nikal rhi hy?
Major Rohail: Tumara new dress dekh kar.
Anti Misba: Oh Acha! Is ka matlab tumne Abi new
dress ka BILL nhi dekha.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Teacher: Zameen par rehne wali janwer bacche deti hai, Hawa mein urne wali andey deti hai!
Woh konsi cheez hai jo hawa mai bhi urti hai or bacche bhi deti hai??
Student: “Air Hostess!”
by hearthackervsgirls (few years ago!)
TEACHER: Jab Bijli Chamakti hai to Roshni Pehle Aur Awaaz baad me Kyu aati hai?
SANTA: Kyuki Hamari Aankh Aagey Aur Kaan Piche hai
by Pak101.com (few years ago!)
Pakistan me kuch ho ya na ho magr kia ch3ez hai jo pher bi hoti hai?
;->
girls k make up ka saman
by Sabir shah (few years ago!)
Gabbar Singh: Are O Kaaliya Kitne aadami thay
re?
Kaaliya: Kya Pata Sardar? main toh aurtein gin
raha tha…
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Teacher: Tumhare papa 500 rupees loan lete hai. 10% interest ke hisab se woh 1 saal baad loan vapis karte hai. Batao kitne paise vapis karenge?
Banias son: Kuch bhi nahi.
Teacher: Tum maths nahi jante.
Baniss son: Main toh maths janta hoon, par aap mere papa ko nahi jante.
by Pak101.com (few years ago!)