Kya Kaha Doctor Ne?

Pati Bahut Jyada Beemar Ho Gaya Tha, Aur Thik Nahi Ho Paa Raha Tha.

Patni Usko Shahar Ke Ek Bahut Bade Doctor Ke Pass Le Gayi.

Doctor Ne Achhi Tarha Se Checkup Kiya Aur Patni Ko Samjhate Hue Bola.

Doctor: “Inko Achha Aur Healthy Breakfast Do, Hamesha Inke Sath Achi Trha Se Bolo, Apni Koi Bhi Problem Inko Mat Batao, Ghar Mein Koi Bhi Tv Serials Na Dekho, Shopping Naye Kapde Aur Jewellery Ki Koi Bhi Deemand Bilkul Bhi Na Kare, Aisa Ek Saal Tak Karo Ye Bikul Perfect Ho Jayenge”

Ghar Aate Hue Raste Mein Pati Ne Patni Se Puchha
Pati: “Kya Kaha Doctor Ne?”

Patni Dukhi Man Se Boli: “Aapke Bachne Ki Koi Umeed Nahi Hai”

by Pak101.com (few years ago!) / 1131 views
(Not Rated Yet)
 

Similar Jokes

Mafi maang lo

Koi…

Galti

Ghhustakhi

Wagaira

Ho

Gai

Ho

Tou

Is

Akhri

Mahenay

Me

;

;

;

;

Mujh

se

Mafi maang lo

Q

k

;

Me aaj achay mood mai hoon

by Mazhar Khan (few years ago!)
Why doesn`t the India

Q: Why does`t the India law permit a man to marry a second woman? A: Because as per law you cannot be punished twice for the same offense!

by Pak101.com (few years ago!)
1 Admi Se Sharab Bananey

'1 Admi Se Sharab Bananey K Auzar Baramad Huye
WAKEEL:Janab Mulzim Ko Riha Kiya....'

by Mazhar Khan (few years ago!)
main sirf 50 ropay main khana khaiya 

first friend: yar aaj main nay PC hotel main sirf 50 ropay main khana khaiya 

2nd friend: naheen yaar woh kaisay?

ist friend: yaar bill to 2000 bana tha unhoan nay police ko bulwa liya aur main nay 50 ropay day ka jan churwai 

by hearthackervsgirls (few years ago!)
Qarz E Hasna

Teacher:
"Qarz-E-Hasna Kisay Kehte Hain"?

Pathan:
"Jab Qarz Denay Wala Paise Wapis Mangay, Aur Qarz Lene Wala HANS Day, To Usay Qarz-E-Hasna Kehte Hen"!

by hearthackervsgirls (few years ago!)
A little girl had just....

A little girl had just finished her first week of
school. "I'm just wasting my time," she said to her
mother.
"I can't read, I can't write and they won't let me
talk!"

by Tanveer Hussain (few years ago!)
Yara ye jahaz itna bara hoti hai

1st Pathan: Yara ye jahaz itna bara hoti hai

isay paint kese krte hain?

2nd Pathan: Woi Pagala jab ye door ja k chota sa ho jati hai phir paint krte hain

by Pak101.com (few years ago!)
Shadi kar lo

Admi:lamabi umer ka tariqa btao.
Dr:shadi kar lo,
admi:is se umer barh jae gi.
Dr:nai,lakin ye khawahsh khatam ho jae gi

by Sabir shah (few years ago!)
Baap: Beta! zindgi main kabhi

Baap:
Beta! zindgi main kabhi Chars na peena, warna wo jo aagay 4 Aadmi ja rahay hain, 8 nazar aaen ge,
.
.
Beta: "Magar Abbu! wo to 2 Aadmi hain!

by Pak101.com (few years ago!)
Dr:Ne 1 Pagal Se Pocha

Dr:Ne 1 Pagal Se Pocha:
Tum Chhat Se Q Latak Rahe Ho?
Pagal:Mai 1 Bulb hun

Dr: Tum Jal Q Nahi Rahe?
Pagal:Bewkuf Yeh INDIA h Light gyi hui h.

by Pak101.com (few years ago!)
  • Page 1 of 1
  • 1

Most Viewed Jokes

1 ladka ladki ka picha kr ra..

1 ladka ladki ka picha kr ra..

Dhokha Nahin De Sakte

Bania’s son

Wife: khane main kya banau?

Pathan is fasting after a lo..

Boy and girl of class 2

Ik raat light chali gayi.

MERI ROTI NAHI PAKANA!

Girl's Wish For Life Partner

Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook