Kya Columbus America Ki Khoj Kar Paata
Columbus Agar Married Hota To America Kabhi Discover Nahi Kar Pata.
Kyunki Tab Usse Pucha Jata:
Kahan Jaa Rahe Ho.
Kiske Saath Jaa Rahe Ho.
Main Bhi Chalungi.
Wapas Kab Aaoge.
Ghar Reh Kar Hi Discover Karlo.
Mere Liye Kya Laoge.
Wapas Aate Waqt Sabji L
by Pak101.com (few years ago!) / 855 views
Similar Jokes
Pathan rat k andhere me qabaristan me ghus gia
jab 45 min bad dosri taraf se ja nikala to pasina ponjhte howe kaha ye kon sa road tha itne jumps
by Sabir shah (few years ago!)
LipStick LaGana
LarKiYo Ki
Beauty Hy
Wah Wah Wah
LipStick LaGana
LarKiYo Ki
Beauty Hai
Or
Usy Taste Krna
HuM Larrko Ki
Duty Hy
by Mazhar Khan (few years ago!)
Dr.-Aapki Biwi Ab Sirf 2 Dino Ki Mehman Hai, I Am So Sorry!
Santa- Sorry Ki Koi Baat Nahi Hai Dr. Saab, Jab 20 Saal Nikal Gaye to 2 Din Bhi Nikal Hi Jayenge..
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Jab LADKI Facebook pe tumse baat na kare to usse kaise baat karoge
.
.
.
.
Socho yaar??
.
.
.
Are yaar bahot simple hai
.
.
Uske WALL pe likh do
.
.
Mere inbox mein I LOVE U kyu bheja..!!
by Pak101.com (few years ago!)
Doctor ne marez se kaha.main ek mahn se 50 rope ki rozana dawa kha raha hun lekin muje koi fayda nazar nahi aa raha.
doctor .....acha to main ap ko kal se& 40 rope ki dawai dun ga.jis se ap ko roz ka 10 rope ka fayda& nazar aye ga.
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan: Wo jo table pe aadmi baitha hai us se hamara dushmani hai.
Dost: Table pe to 4 aadmi hain.
Khan: Wo jiski muchhein hain.
Dost: Muchhein to sub ki hain.
Khan: Wo jis k safed kapre hain.
Dost: Wo to sub ke safed hain
Khan ne gusse mein pistol nikala aur 3 aadmion ko maar kar bola.
Wo jo reh gaya hai usko hum nahi chhorega.
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar : What is the name of your car ?
Lady : I forgot the name, but is starts with "T".
Sardar : Oye Kamaal ki gaadi hai,
Tea se start hoti hai. Hamaara gaadi petrol se
start hoti hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Sardar (Apne Bete Se Bola):
Bevakuf…
Kaisa Machis Leke Aaya Hai
Ek Bhi Tili Nahin Jalti
Beta :
Kya Baat Karte Ho Papa
Sab Tili Test Karke Laya Hu
by Pak101.com (few years ago!)
CIRCUIT: Bhai, Bapu ne bola tha ke kabhi jhoot nehin bolna mangta hai. Apun aaj se kabhi jhoot nehin bolega Bhai.
MUNNA BHAI: Aye Circuit, woh Sunita ka baap aya hai terayko dund rehla hai.
CIRCUIT: Bhai usko bolo apun gaon gaya hai, kheti karneko.
MUNNA BHAI: Par Circuit, abhi to tu bola kabhi jhoot nehin bolega.
CIRCUIT: Bhai, apun jhoot nehin bolega, par tum to bol sakta hai na.
by Pak101.com (few years ago!)
A Pathan continuously throws butter slices out from his window.
Friend asks: Oye khan tum yeh kya kar raha hai?
Pathan says: Oye i want to see butterfly.
by Abdul Hannan (few years ago!)