Akhir Problem Hai To Hai Kidhar?
Santa Ek Baraf Ka Tukda Utha Kar Use Gaur Se Dekh Raha Tha,
Banta Kafi Der Se Yeh Dekh Raha Thha, Akhirkar Usne Puchha.
Banta: “Kya Dekh Raha Hai Yaar?”
Santa: “Arrey, Ye Dekh Raha Hun Ki Ye Leak Kaha Se Ho Raha Hai“
by Pak101.com (few years ago!) / 835 views
Similar Jokes
aik foji train main ja raha tha aur aik police wala samnay baitha tha
police walay nay poocha kay chuti pay ja rahay ho to foji nay kaha haan meri bivi ko bacha hua hai
police walay nay kaha kay kitnay arsay bahad ja rahay ho
foji bola 2 saal bahab
police wala phir to bacha haram ka hua
foji haan main bhee to usko police main bharti kara doon ga
by Abdul Sami (few years ago!)
ek sonar apnay kaam main masroof ta
k ek admi nay os say pucha
" bahi sahab yahan kia forokht hota hay?"
sonar nay ghusay say kaha,"
yahan gadhay(donkey) forokht hotay hain".
to admi nay kaha,"ap akailay rah gaey hian ya aor b koi hay."
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Pathan ki biwi ne pathan ko SMS kya: Ghar kab aa rahy ho?
Message kar k batao.
Pathan ne SMS kya: Main nahi bata sakta.
Balance kam hai.
by Abdul Hannan (few years ago!)
A OnLine Advertizement by a Married Man in oLx:
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
For Sale:
Wedding Suit, used only once by Mistake...Tounge
by Mazhar Khan (few years ago!)
Captain: Naujawanon Come Forward
Sardarji Does Not Move
Captain: You Did Not Move Forward, Why?
Sardarji: Oji You Said 9 Jawanon, I Was The 10th In Line!
by Pak101.com (few years ago!)
girl-Mujhe ek aisa husbend chahiye jo achi achi
baten kre hansi mazaq kre or raton ko muje songs
sunaye
sam-tussi husbend chaddlo FM radio le lo
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Teacher:
Tum KUTTE per Mazmoon likh
ker lane ka kaha tha
Student:
Mujh 14 Saal k liy jail nai jana
Aap samajh to gaye he hon gaye
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Ladko Ke Fandaa:
Uss Se Bichad Jane Ke Baad
Main To Marne Hi Wala Tha
Ki… Achanak Yaad Aaya,
Abbey Uski Saheli Ne Bhi To Apna Number Diya Tha
Tab Jaan Mein Jaan Aayi.
by Pak101.com (few years ago!)
Ande ke haath mein `Torch', behare ke haath mein `Radio',
Gunge ke haath mein`Mike', bewakuf ke haath mein `Mobile'!
Kya zamana aa gaya hai...
by Mazhar Khan (few years ago!)
1 Sheikh suba utha to dekha k Biwi mar gai hai
jaldi se kitchen mein
gya
0r Beti k galay lag k rone lga
dheere se bola 1 Bande ka nashta kam banana.
by hearthackervsgirls (few years ago!)