Aapko Bhi Salary Leni Hai?
A Young Boy Appointed As Chowkidaar In Nehru Women Hostel, Gujrat.
35 Din Guzarane Ke Baad Hostel Warden Ne Kaha:
Warden: “Aap Salary Lene Kyun Nahi Aaye?”
Boy: “Arrey, Kya Salary Bhi Milegi“
by Pak101.com (few years ago!) / 644 views
Similar Jokes
Boy: Suit to bohot acha pehna hai.
Girl: thanks
Boy: Lipstick bhi achi hai.
Girl: thanks
Boy: Makeup bhi bohot acha hai.
Girl: thanks
Boy: Lekin achi phir bhi nahi lag rahi ho.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Dil ko pata tha woh zarur aayegi,
Dil ko pata tha woh zarur aayegi,
Par kabhi socha na tha ki,
Surprise me kambakht apna “husband” bhi saath layegi!!
by Abdul Sami (few years ago!)
Judge:tum ne aik raat me 5 chorian kaise ki hain.?
Mulzim:bus judge sahab me bachpan se hi mehnti hun.
by Sabir shah (few years ago!)
Bilawal to Dad
DAD?
ap ki harkaton ne to khandaan ki izzat par daagh laga diya.
DAD.,..
hahahaha
BETA daagh to chala jayega ye waqt phir nahi ayega..
by Pak101.com (few years ago!)
THIS IS A CLASSIC ::
Santa ne facebook pe apna account banaya
aur apni WALL pe likha :
“Yaha thukna mana hai”
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Aao! Aaj Hum Dono Wada Karen.
K Hum Zindagi Bhar Pyar Karengy. Hum Wafa Karengy.
Hum Muhabbat Karengy.
Sirf Aur Sirf Apni.
Pyari "AMMI JAAN" Se. :-)
by Pak101.com (few years ago!)
What will a mother tell her son who is sleeping on a footpath and refuses to get up?
Get up else Salman will come.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Baar Ek Khan Hotel Mein Room Book Karwa Raha Hota Hai,
Aur Receptionist Waiter Ko Khan Ke Kamare Tak Pahunchane Ke Liye Kehti Hai, Waiter Khan Ko Le Jata Hai Aur Bolta Hai.
Waiter: “Chalo Ander”
Khan: “Oye Hum Is Kamre Mein Nahi Rahga, Humko Pagal Samjha Hai Kya? Paisa Itna Diya Or Kamra Itna Chota Sa”
Waiter: “Abe Gadhe Ki Aulad, Andar To Chal Ye Lift Hai“
by Pak101.com (few years ago!)
Doctor: tumhari sehat bohat kharab hai,
cigrrete-noshi chor do.
.
.
Pathan: ye nahi ho sakta kyon k cigarrete to chor donga.
Magar noshi meri biwi hai.
by @irha@ (few years ago!)
Ek aadmi apne dost ki kabar par phool daal raha hota hai.
Aur samne wale kabar mein bhi, ek aadmi apne dost ki kabar par chawal daal raha hota hai.
Pehla aadmi doosre se kehta hai, “Ye tumhara dost phool sunghne kab uthega?”
Doosra aadmi, “Jab tumhara dost chawal khane uthe ga.”
by khalid hussain (few years ago!)