Sardar in Exam Paper
Sardar: What Is The Cost Of Hair Cut? Barber: Rs 20
Sardar: Then What Is The Cost Of Shaving? Barber: Rs 10
Sardar: Oh! Ok Plz Shave My Head!!!
by Pak101.com (few years ago!) / 1080 views
Similar Jokes
College ke first day; Ladka: Tumhara naam kya hai? Ladki: Mujhe sab didi kehte hai.. Ladka: WOW MUJHE SAB JIJAJI KEHTE HAIN!
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar: ager mujhe opration se kuch ho jaye to is
doctor se shadi ker lena
Wife: ap asa kiun bol rhe hain
Sardar: to kya main is doctor ko maf ker don.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Boy: My Father's name is LAUGHING and my Mother's name is SMILING.
Teacher: You must be Kidding?
Boy: No, that's my brother. I am JOKING.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
CIRCUIT : Bhai, Bapu ne bola tha ke kabhi jhoot nehin bolna mangta hai. Apun aaj se kabhi jhoot nehin bolega Bhai.
MUNNA BHAI : Aye Circuit, woh Sabrina ka baap aya hai tere ko dund rehla hai.
CIRCUIT : Bhai usko bolo apun gaoon gayea hai, kheti karne ko.
MUNNA BHAI : Par Circuit, abhi to tu bola kabhi jhoot nehin bolega.
CIRCUIT :Bhai, apun jhoot nehin bolega, par tum to bol sakta hai na.
by Pak101.com (few years ago!)
Maalik Nokar Se:
Is Mehngai K Dor Me
Parathay Pe Is Qadar Ghee?
Kya Hogya Hai Tumhe?
Noker:
Maaf Kijiye Ga
Ghalti Se Mera Pratha Apke Pas Agya Hai
by Pak101.com (few years ago!)
Biwi : Bhagwan jab Akkal Baat Rahe thhe Tab Tum Kaha Thhe
Husbnd : Me Tumhare Sath Shaadi Ke Fere Le Raha Thha
by Mazhar Khan (few years ago!)
No matter wht boys are driving
5500cc ferrari
2800cc BMW
2400cc ACCORD
OR
1800CC CIVIC
BUT,
they are unable 2 overtake a
100cc QINGQI
full of girls.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Dunia Mai Sab Se Dukhi Aadmi Kon Hai?
Panipuri Wala !
Kaise?
Kyu Ki Ladki Kuwari Ho Ya Married "BHAIYA" Hi Bulati He.
by Pak101.com (few years ago!)
Aik Pathan Malaria se Kaanp raha tha:
Doctor: Aaya or Pucha kia huwa hai? Uske bete ne kaha: Bemaari ka to pata nahi! Par Abba subha se "Vibration" pe lage huye hain.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Pathan Airhostess se: "Aapki shakal meri BV se bohat milti hai."
Airhostess ek zor daar thappar us pathan kay mun par marti hai.
Pathan:"Aadat bhi bohat milti hai."
by Abdul Hannan (few years ago!)