Santa: “Ji Ek Raat Kaatni Thi

Santa Door Kisi Shehar Mein Apne Friend Ki Shadi Mein Gaya.

Par Raste Mein Kisi Wajah Se Bus Nikal Gayi Aur Vo Chalte Chalte Ek Gaanv Mein Pahunch Gaya.

Toh Santa Sochta Hai Kisi Ke Ghar Hi Raat Kaat Lete Hai, Yeh Soch Kar Woh Ek Ghar Ka Darwaja Khatt Khtata Hai.

Santa: “Ji Apke Ghar Mein Raat Gujarni Hai, Subah Chala Jaunga”

Aadmi: “Yeh Bahu Betiyon Ka Ghar Hai, Hum Nahi Rakh Sakte”

Santa Doosre Darwaje Par Aise Hi Pooochta Hai, Wahaan Bhi Ek Lady Bolti Hai Ye Bahu Betiyon Ka Ghar Hai Hum Nahi Rakh Sakte.

Kai Jagah Yahi Sunne Ko Milta Hai, Toh Last Mein Kuch Sochkar Ek Aur Darwaja Khatt Khtata Hai Aur Poochta Hai.

Santa: “Ye Bahu Betiyon Ka Ghar Hai Kya?”

Aadmi: “Haan, Kya Karna Hai Bolo”

Santa: “Ji Ek Raat Kaatni Thi.“

by Pak101.com (few years ago!) / 1001 views
(Not Rated Yet)
 

Similar Jokes

A sardar wants to go on airport

A sardar wants to go on airport. He goes to a taxi stand and ask a driver

Chal yaar main tmko airport tak choor daita hn

by Pak101.com (few years ago!)
Right and wrong

A husband and wife were involved in a petty
argument, both of them unwilling to admit they
might be in error.
"I'll admit I'm wrong," the wife told her husband
in a conciliatory attempt, "if you'll admit I'm
right."
He agreed and, like a gentleman, insisted she go
first.
"I'm wrong," she said.
With a twinkle in his eye, he responded, "You're
right!"

by Tanveer Hussain (few years ago!)
exames

Father to Son: Sath walon ki larki ko dekh lo,
wo exam mai "First" ayi hai, owr tum..
.
Son: Usi ko tu dekhta tha,
tabhi tu "Supply" ayi hai

by inayat khan (few years ago!)
Sardar in Park Sardar park me betha tha

Sardar in Park Sardar park me betha tha.
Friend: Kya kr raha hy?
Sardar: Badla le Raha hoon!
Friend: Kese?
Sardar: Waqt Ne muje barbad kia hy ab ma waqt barbad kr raha hoon

by hearthackervsgirls (few years ago!)
Madam Shayad Pogo Dekhti Thi

Teacher Ne Class Mein Ek Student Se Puchha

Teacher: “Tumhare Dad Kya Karte Hai?”

Student: “Mam Hum 14 Bhai-Bahan Hai”

Teacher: “Oh Okay, Par Tumhare Papa Karte Kya Hai?”

Student: “Mam, Bataya To Tha Hum 14 Bhai-Bahen Hai, Lagta Hai Aap Samajhi Nahi?“

by Pak101.com (few years ago!)
Truck dehk ker tum dar kiun jate ho.

Dost asked to sardar:Truck Dekh Kr Tum dar Q
jatay Ho?
Sardar replied: 1 Truck Driver Meri Biwi Ko Le Kr
Bhag Gaya Tha..
Hr Bar Lagta Hai Jesay Usko Wapis Krnay Aya Hai.

by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek Ladki Ne Ghar Se Bhaag Ke

Ek Ladki Ne Ghar Se Bhaag Ke Shaadi Kar Li.

Do Din Baad Wo Rote-Rote Ghar Waapis Aayi.

Baap Ne Ye Dekha Aur Gusse Se Puchha

Baap: “Ab Kyun Aayi Ho Yahaan?”

Ladki Rote Hue Boli: “Papa Wo BMW Ka Driver Nikla, Iphone Bhi China Wala Nikla“

by Pak101.com (few years ago!)
Kya Aapne Bhi Banna Hai?

Ek Baar Ek Admi Ko Kahi Jate Hue Raaste Mein Ek Patthar Mila.

Uss Pe Likha Tha “Patthar Ko Palto Toh Kuch Ban Jaoge”

Aadmi Ne Khush Hoke Pathar Ko Palta To Uspe Likha Thha

Bevkoof Ban Gaye Na

by Pak101.com (few years ago!)
Santa Banta Se Tum Ne Mujhe Subha Se

Santa Banta Se Tum Ne Mujhe Subha Se 2oo Miss CA|Lz Di Ha Kyon ?

Banta Wo Is Lye MA Tujhe BohatMiss Kr Raha Tha ...=P;->

by hearthackervsgirls (few years ago!)
Mere ghar mein TV

Ramu: Sir, mere ghar mein TV chodke baaki sabki chori hogayi hai?

Police: chor ne sirf TV kisliye chodaa hoga?

Ramu: mujhe kya pataa sir? main us samay TV mein serial dekh rahaa thaa

by Pak101.com (few years ago!)
  • Page 1 of 1
  • 1

Most Viewed Jokes

Dozakh bivi ki waja se

Pathan

In 1OO Meter Race

Mamu And Girl

Andaz Badal Jate Hain

churail

next week daily Masjid Jayen..

Hospital

Pathan

Daddy have you ever been

Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook