Mere ghar mein TV
Ramu: Sir, mere ghar mein TV chodke baaki sabki chori hogayi hai?
Police: chor ne sirf TV kisliye chodaa hoga?
Ramu: mujhe kya pataa sir? main us samay TV mein serial dekh rahaa thaa
by Pak101.com (few years ago!) / 977 views
Similar Jokes
Sardar phone pe:ghar nai aa sakta ,car k steering,gear,sab chori ho gaya hai.
5 min bad pher call ki:aa raha hun galti se pechli seat pe baith gaya tha
by Sabir shah (few years ago!)
Kabhi kehte the dost humare.
Jaan mangoge to jaan bhi hazir hai.
Aaj sale apni biwi ko jaan kehte hai. Aur mangte hai to inkar karte hai.
by Pak101.com (few years ago!)
1 ladki COKE pi rahi thi,
achanak usme se 1 Machar nikla or bola "MAA"
Ladki-Me teri maa nhi hu.
Machar- Aisa na bol maa me teri COKE se nikla hu.
by Pak101.com (few years ago!)
Rikshewala: Bus Stop k 20 rs.
Santa: Saman b sath me hai.
Riskhewala:- Saman Free hai.
Santa:- Okay saman le chal maine padal aata hu.
by Pak101.com (few years ago!)
Dost :ap ne school ana kiun chor dia hai.
Sardar:yaar mere papa kehte hain aik hi jagah bar bar jane se ijazat kam hu jati hai
by Sabir shah (few years ago!)
Sardar saying to his friend- yaar meina compeny ke computer ko jor jor se chalaya button dabaya to computer bolta he
“what r u doing”. Meine computer ko na main switch se band ker diya or bhag gaya.
Dusra Dost- kyon?
Sardar yaar computer has a good mind wo Malik ko bata dega to…
by Pak101.com (few years ago!)
Boy to his mom:"Mumma mai kaise paida hua.. ??
.
Mom:"Maine 1 bartan me mitti daal kar rakh di,
kuch din baad usme se tum mujhe mile..
.
Bache ne aisa hi kiya..
Ab kuch din baad usne jakar dekhato usme 1 mendak tha..
.
.
Bacha:"gusse se dil to karta hai ke Saale..
tujhe goli mar du, par kya karu ??
Aulad hai tu meri :D
by Pak101.com (few years ago!)
Molana Jumay K Khutbe Main:
Aj Kal Cable Pe Channel
Bohot Kharab Aa Rahe Hn!
Aadmi Bola:
Nahi, Hmare Ghar To Saaf Aa Rahe Hn Aap Apna Taar Check Karo.:-)
by Pak101.com (few years ago!)
Tufani andheri raat me 12 baje
kabristan k jungle me
1 bhoot dusre ko samjha raha tha
.
Ghabra mat,sb vahem hai,
koi Rajnikant-vajnikant nai hota"
by Pak101.com (few years ago!)
FARAZ to RAAZ Ek sawal ka jawab do..
WO KON C UNGLI HAI JIS MAI HADDI NAHI HOTI???
RAAZ-Pata nahi??
FARAZ-DASTANYE KI.
by Pak101.com (few years ago!)