Hume Insaaf Chahiye
Pappu Ne Is Bar Rakshabandhan Par Apne Dosto Ke Sath Milkar Discuss Kiya.
Pappu: “Yaar, Aaj Ke Din Koi Bhi Ladki Kisi Bhi Ladke Ko Bhai Bana Leti Hai, Aur Duniya Kuch Nahi Kahti Ulta Sab Khush Hote Hai”
Dost: “Baat To Thik Hai, Phir?”
Pappu: “To Problem Ye Hai Ki Karvachauth Wale Din Kisi Ko Bhi Pati Kyu Nahi Bana Sakti?”
Hume Insaaf Chahiye….
by Pak101.com (few years ago!) / 1011 views
Similar Jokes
1 sardar ne jalti huwi building se 6 aadmi nikale loogoon ne phir bhi ussay mara kiun?
kiun k wo 6 log fire brigade wale they
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
To Main Batata..
Ek Kutta pathan k piche laggaya
Pathan Gussey me Bolta howa bhaga
Khocha agar tere Bap ka Hakumat nahi hota to tujhe Batata??
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Sardar:
Bachpan vich maan di gal suni hondi te aj a din na vekhna painda.
Wakeel:
Kya kehti thi tumhari maan?
Sardar:
Anni deya jadon gal e nien suni tey fer dasaan ki.
by Pak101.com (few years ago!)
Why we don’t study whole year, and study at the last momet of EXAM time?
The answer is.
-
-
-
-
-
Sahil ki khamoshiyon mein to koi bhi kashtiyan chala leta hai..
Par Tufan mein kashtiyan chalane ka maza hi kuch aur hai…[email protected]
by Abdul Sami (few years ago!)
Santa nashe me 1 Sadhu se takra gaya.
Sadhu: Arey murkh mai tumhe sharap deta hu,
Santa- Toda rukiye Maharaj main gilas le kar aata
hu.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
No-Jawan Nasal ke Liye
Kuch Ehem Advises:
1. Khud ko Mobile main
Itna na Mashghool Rakho k;
Samnay se koi Larki guzar jaye
Aur Tumhain Pata bhi na chalay.
2. Bike Chalatay huay
kabhi ye Mat Socho k ye Jahaz hai,
Balkay ye Samjho k ye to Rocket hai.
3. Koshish karo ke
Apnay Hum-Umron se Bad-Zabani na
karo,
Direct Sir Phaar do..
4. Taaleem har kisi ka Haq hai,
Zyada Parh k kisi ka Haq na Maro..
by Abdul Hannan (few years ago!)
Mom to bache:jo meri baat maany ga aur mere aage bilkul nai bole ka me use gift dun gi
chota bacha:lo g is tarah to sare gift abu k hon ge
by Sabir shah (few years ago!)
Wife: Shadi ke pehle to tum mujhe rof gift diya karte they,
ab kyun nahi dete?
Husband: Machhali pakdne ke baad bhi kya koi chara dalta hai!
by Pak101.com (few years ago!)
Baap (betay say): Tum nay tareekh mein itnay
Beta: “ Abbu tareekh kay parchay mein ziadah tar sawalat aisay puchay gaye the jo meri paidaish say pehlay kay the.”
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Police Wala Thanay main ek Mulzim ko bht maar raha tha..
Aur us par bht saare ILZAAM lag raha tha..
Isi dauraan usko phone aaya ke us ke ghar me BETA paida hoa hai..
FoneSun ker us ne doosron ko batya , ye sun kar Mulzim ghussay se Cheekha..
“DAAL de .. ye CASE bhi mere uppar daal de” :P
by Mazhar Khan (few years ago!)