Ek Sharabi Raat Ko 12:30
Ek Sharabi Raat Ko 12:30 Baje Sadak Par Akela Ja Raha Tha,
Usko Ek Police Wale Ne Rok Liya Aur Pucha.
Police: “Kaha Ja Rahe Ho?”
Sharabi: “Daaru Peene Se Hone Wale Nuksaan Pe Parvachan Sunne.”
Police: “Itni Raat Ko Tera Baap Parvachan Dega?”
Sharabi: “Nahi Sahab Biwi Degi
by Pak101.com (few years ago!) / 903 views
Similar Jokes
Tom-Papa Mai Kal School Nai Jaunga
Papa-Q Beta?
Tom-Aj School Me Hamara Wazan Kiya Gya
Papa-To Kya Hua?
TOm-Aaj Wazan Kiya Hai Kal Bech Diya To?
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar to Son: Ja Puttar ek glass pani le ke aa
Son: Sorry abba mai nahi ja sakda
2nd Son: Abba ae te hai e chawal, to aap le ke aa
by Jawad Ali Abbasi (few years ago!)
Aik kutta doosray se:
Oye aaj kal jahan rush ho wahan se nikal jaya kr.
Doosra: Kyon?
Pehla: Salay, agr dhamaka hogya tu insanon ki moat maray ga.
by Sohaib Tariq (few years ago!)
Rone de aaj humko tu aansooo bahane de Baaho
mein mujhe le le aur khud ko tu bheeg jaane de
Hai iss dil mein itna dard,
ki tera daman bhi bheeg jaayega Monday se intzaar
me hoon...
Yeh Saturday kab aayega
by Tanveer Hussain (few years ago!)
3 chezian hyn, jin ke wja se insan "JANAT" mey dakhil nai ho sakta. 1: "SHIRK" KRNy wala 2: "SALAM" mey pehal na KRNy wala 3: "CYCLE" pe mohr lagane wala
by Abdul Sami (few years ago!)
80 saal ka Buddha rape case me jail gaya.
Dost:- Tune is umar me ye kiya kaise?
Buddhha:- Koi rape nahi kiya.
Ye to Ilzam itna mardana tha ki
mana kar nahi paya ...
by Mazhar Khan (few years ago!)
Are utho…
Ye koi soney ka waqt hai?
Jab dekho sotey rehte ho?
Kya sari zindagi so so ke bitani hai?
Aur haan jaag jao to shor mat karna
Mein so raha hoon..
by Mazhar Khan (few years ago!)
Munna: Bolay to apun ko tera operation dobara
karna paray ga.
Patient: Kyun???
Munna: Kyun k apun kay rubber k gloves teray
andar hi reh gaye hain.
Patient: Agar yeh baat hai to mujhay jaanay do.
Mien tumharay gloves ki payment kar doon ga.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Aj kaisa Feel kar rahi ho?
Girl:
Kal rat to hadd he ho gaye, Uff 2 ghantay! meri to jaan he nikal gaye
Saaray kapray geelay ho gae
Pehlay to aik ghanta kartay thay
Magar kal to pooray 2 ghantay tak saans he nahi aaye
1 Ghanta bhe buhat tha
.
.
.
.
.
ye 2 Ghantay ki Load Shedding to jaan he nikal leti hai tongue
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Ek Sardar ko Khali msg Aaya
Sardar nai usi number per call kar k kaha:
pai G! Twano maloom hai???
Twady Mobile di INK khtam ho gae ae....
by Pak101.com (few years ago!)