Janwron Ki Party Me
Janwron Ki Party Me Chuha visky Pi K Tunn Tha
Billi:
Aj Party Na Hoti To Mai Tuje Kha Jati
Chuha:
Chali Ja
Nhi To Log Kahengey K Pi K Aurat Pe Hath Utha Dya.:-*
by Pak101.com (few years ago!) / 945 views
Similar Jokes
Kitna roya tha wo apni mehboba ko call kar k
faraz
jab rat k 3 bje tak wo sunta raha
ap ka matlooba number dosri line pe masroof hai.
by Sabir shah (few years ago!)
Salman khan is confused nw a dayx........coz. . .
Girl Frnd jawan ho gai...
aur . . .Bhabi badnam ho gai. . .;-D
by Pak101.com (few years ago!)
I slept under the stars for the first time this summer.
We didn't go camping; we had our roof repaired.
by Pak101.com (few years ago!)
A man in Hell asked Devil:
Can I make a call to my Wife?
After making call he asked how much to pay.
Devil : Nothing, Hell to hell is Free.
by Pak101.com (few years ago!)
Nepolian ek Sardarji ko bade garv se kehata hai :
Mere dictionary mein impossible word hi nahi hai.
Sardarji bolata hai : To pahele hi acchi tarah se
dekh lene ka na sab word hai ke nahi, aage se word
rahenge wohi dictionary le.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Hitler Says: “There Is No Word
Like IMPOSSIBLE In My Dictionary”
Pathan Says: Ab Bolne Se Kya Faida Hitler Bhai, Jab Kharidi Thi
Tab Hi Check Kerni Thi Na,
by Mohammad Ali (few years ago!)
Chand bhi kiya ajeeb cheze hy
.
.
.
zalim jis me
.
.
.
.
bachpan me Mamu & Jawani me Januuu Nazar Ata hyyyy
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Cow Per Bethey Ek Pathan Ko
Traffic-Police Ne Rok Kar Kaha
K Aapka Helmet Nahi Hai?
Chalan Hoga
Pathan: Dhiyaan Se Dekh Neechey
Andhay Four Wheel Hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Baar Santa Dharu Peekar Sadak Pe Ja Raha Hota Aur Achanak Se
Ek Sadhu Se Takra Jata Hai
Sadhu Gusse Se: “Array Murkh,
Main Tujhe Shraap Deta Hoon”
Santa: “Ruko-Ruko Baba, Main Glass Le Kar Aata Hoon, Fir Dena“
by Pak101.com (few years ago!)
1 Aadmi Dosre Admi Ko Maar Raha Tha,
Logon Ne Poocha K Q Maar Rhey Ho??
Wo Bola
Sala 1 Ghantay Se Pooch Raha Hy K
Phir Sailab Kab Aaega Muje Rashan Nai Mila..
by Pak101.com (few years ago!)