Maine apni class mein
maine apni class mein sabse pyaari larki ko phansa li..
Friend : Woh kaisey?
Chintoo : “Class lagi thi.. Maine kaghaz ka jahaz bana ke Phainka.
Jahaza teacher ke pass chala gaya. Uss ne ghusey se poocha yeh kiss ne
phainka? Maine us larki ka naam le liya aur who phans gaye bichari.”
by Pak101.com (few years ago!) / 935 views
Similar Jokes
Trian me waring likhi thi "bina ticket sarfar karne wale hoshyar"
sardar:wah g wah to jinhun ne ticket lia wo kia bewakuf
by Sabir shah (few years ago!)
Husbend: Gaana Ga RaHa Tha Main Dunya Hila Dun Ga TEri Chahat Main,
_
Bv: Rahne Do Raat Ko Bed To Hila Ni Patey,
Dunya Kya Khak Hilaogy
by Mazhar Khan (few years ago!)
Pehla dost: Tu office mein toh bada sher bana ghoomta hai, ghar par kya ho jata hai?
Doosra dost: Hota to sher hi hoon par DURGA sawaar ho jaati hai...
by Pak101.com (few years ago!)
Hum to semifinal Australia se kehlna chahtay thy "Faraz"
Ye to "Sania" bhabi ki farmaish thi k semifinal Maekeay walon se ho
by Pak101.com (few years ago!)
Ek pathan apni bhabi ko khob mar raha tha!
Logon ne pucha k tum apni bhabi ko kyun mar rhe ho?
Pathan: Hamara bhabi achi aurat nahi hai.
Logon ne pucha tumhain kaise pata.
Pathan Bola:
O Yara mein jis dost se bi puchta hun k tum kis se phone pe baat ker rahe ho ,Woh yehe kehta hai
TERI BHABI SE !!
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Fool Apney Bhai Se:
Tum Hamari Shadi Par Kya Khaas Kam Kry Ga?
Bhai: Hawai Firing To Sab Kartay Hain,
Hum Khud Kush Dhamaka Kary Ga...
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Aqal kya hoti he?
Asman ne kaha boht buland hoti he
Zamen ne kaha boht wasee hoti he
Samndr ne kaha boht gehri hoti he
OR
Pathan ne kaha
Wo kia hoti he??
by Abdul Hannan (few years ago!)
Larki: Jan_E_Man Mujhe Ayse Propose Karo Jaise Aj Tak Kisi Ne Na Kia Ho . . . . . Larka: Kamini Zaleel I Love you Mujh Se Shadi Kar K Mujhe Tabah Kar Dey Beghairat….
by @irha@ (few years ago!)
MOM: Beta insan ki jaan kahan sy nikalti hai?
SON: Khirki sy?
MOM: Woh kaisay?
SON:Kal jab aap ny Bel di tou Papa ny sath wali Aunty sy kaha
" JAAN TUM KHIRKI SY NIKAL JAO".
by Jawad Ali Mirza (few years ago!)
Chor ne apni mangetar ko gold ka set dia
mangetar(khushi se):jan is set ki keemat kia hai?
Chor:3 saal qaid,
by Sabir shah (few years ago!)