precious time
Waqt Zaya Na Karo.
Ek Ek Minute Qeemti Hai.
Waqt Ki Qadar Us Shakhs Se Pucho Jo.
Bathroom Ki Line Main Khara Ho Aur Andar Wala Bolay:
"Bus Ek Minute"
by Abdul Hannan (few years ago!) / 830 views
Similar Jokes
Baar baar q puchtay ho maqam apna jane jana
1 baar keh jo dia
tum bari film ho
by Sabir shah (few years ago!)
Whats the Best Punishment For a Woman?
Give her New Clothes,
Matching Jewelery &
Nice Cosmetics...
And then Lock her in a Room
Without a Mirror. :-)
by Pak101.com (few years ago!)
Larki dosri larki se:yaar ye hand some larke kaise hote hain?~
2nd:pata nai behan me ne to khud wajid khan ka sire naam hi suna hai.
by Sabir shah (few years ago!)
Bhikhari: Saab 1 rupaya de do.
Saheb: Kal aana. Kal
Bhikhari: Saala is kal-kal ke chakkar mein is colony
mein mere lakhon rupaye fase huye hain.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1Sardar aur Pathan ko 1000 rupee road per gire mile to sardar kehta ke 50-50 karte hain to Pathan bola baqi 900 ka kiya karen ge!!
by Pak101.com (few years ago!)
Wife: Bacha Ab Chalne Laga He
husband: kab Se?
wife: 8 din Se
Husband: Are tum Ab bata Rahi Ho? wo Toh Kaafi Dur Nikal chuka Hoga
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan na apna bacha ka naam america rakh lea . Logo na pocha aap ka dushman ha america aap na apne bache ka naam america rakh lea . Pathan : na kaha hum dunya ko batana chahta ha ka pathan america ka baap ha .
Aur Aes tarah jang shoro ho ge.
America : Hum Chand per jakr jahaz banyge . Pathan : hum soraj pr ja kr naswar banayga . America : Tum jal jaega. Pathan : Hum Pagal nhe hum raat ko jayga.
HAHAHAHAHAHAH.
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Wife: Suntay Ho Jii,,
Khush Naseeb ko English me kiya Kehty Hen??
?
?
?
?
Husband: UNMARRIED....;-p
by lescol (few years ago!)
Ek Sardar Bar Me Baitha Ro Raha Tha
Bar Tender: Kyo Ro Rahe Ho?
Sardar: Jis Ladki Ko Bhulane Ko Pi Raha Tha Uska Naam Yaad Nahi Aa Raha
by Pak101.com (few years ago!)
Man: Radio or Akhbar me kya farq hai?
Pathan (bohat sochny k bad): Daikh mera bhai, baat hai samjhny wali, ab radio me Aap rotiyan tou nai la skty na.;-)
by hearthackervsgirls (few years ago!)