soraj muj se pahly sota hay.

Maa bete se: uth jaa kambakhat dekh
sooraj kab ka nikal aaya hai
Beta: to kya hua amma wo sota bhi to
mujh se pehle hai.

by Rizwan Ajmal (few years ago!) / 1004 views
(Not Rated Yet)
 

Similar Jokes

Our brilliant Santa

Our brilliant Santa does it again-
Teacher- Which is ur favourite dish?
Santa- TATA SKY!!! ;

by Pak101.com (few years ago!)
Mareez Muje ajeeb se Bimari ho gayi hai

Mareez Muje ajeeb se Bimari ho gayi hai
Jab meri Biwi Bolti hai to mujhe Kuch Sunai nahi deta
Dr: Ye Bimari nahi hai Aalah ki Maherbani hai.

by Pak101.com (few years ago!)
Bachpan me maa ki baat

Santa - Bachpan me maa ki baat suni hoti to aaj ye din na dekhna padta. JUDGE - Kya kehti thi maa?

Santa - Jab baat hi nahi suni toh kaise bataun kya kehti thi.

by Pak101.com (few years ago!)
Ploice

Aik aadmi talaab main naha raha tha.
Police wala kehta hai
“Chal ooye bahar aa kar kapry pehan
Teri Talashi leni hai!!

by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
aankhain Band kiye kion khari ho ?

Pathan beti se:Tum aainey k samne aankhain Band kiye kion khari ho ?

Beti:Main yeh dekhna chahti hoonK sotey waqt main kesi lagti hoon.

by hearthackervsgirls (few years ago!)
1 sardar Paon mein rasi bandh rha tha

1 sardar Paon mein rasi bandh rha tha
1 shakhs ne pocha>
kia kar rahe ho?
Sardar
khud-kushi
ADMI
lekin khud-kushi to gale
mein rasi bandh kar hoti hey
Sardar
pahley galay vich e paai c
mera tay saaa hi band hon lggya c..:p:p

by Mazhar Khan (few years ago!)
7 sadhu 7 chatai par dhyaan

7 sadhu 7 chatai par dhyaan lagakar baithe the.
Ek Aadmi aata hai aur sabse bujurg sadhu ko
pranam kar poochta hai: Maharaj ladki nahi pat
rahi hai, kya Karoon?
Woh sadhu sabse chote sadhu ko pukarta hai aur
kehta hai: chotu ek aur chatai laga de beta...

by Tanveer Hussain (few years ago!)
Sardar

Two Sardars

1st sardar: oye agar neend na aaye to kya kia jaaye?

2nd Sardar: Neend ka intizar karne se achha hai ki banda soo hi jaye

by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Itne kam marks

Mayavati: Itne kam marks? Do thappad marne chahiye.

Mayavati ka Funny beta: Haan mami, chalo maine us saale master ka ghar bhi dekh rakha hai.

by Pak101.com (few years ago!)
be-izzati

be-izzati

or biwi

ek jaisi hoti hein..

achi tab hi lagti hay, jb doosray ki ho. :-

by Pak101.com (few years ago!)
  • Page 1 of 1
  • 1

Most Viewed Jokes

Hathi Aur Kele Ki Game

Taj Mahal ko kareedh loonga

Khate Time Baat Nahi Karte

Memon Apne Kamre Ko

AFRIDI's Daughter

Ek sheikh doctor k pass gaya..

ust Friends: Never ask for f..

Neutron in the Bar

Motorcycle double stand

Malkan Ap Udaas Kyun Hai

Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook