Black baby
Ek gora aadmi tha. Jab uska ladka paida hua toh woh kala tha.
Tabhi woh apni patni ke paas jata hai aur poochta hai, “Yaar main bhi gora tha tum bhi gori thi to bachcha kaise kala paida ho gaya”
Aur phir uski biwi ne jawab diya, “Darling main bhi hot tum bhi hot sayad bachcha jal gaya hoga.”
by Pak101.com (few years ago!) / 999 views
Similar Jokes
1 Jaga Bomb Blast K Bad 1 Admi Chila Raha Tha: “O God! Mera Hath Urh Gaya”
Pathan: Hoasla Karo
Mat Roo, Daikho Us Aadmi
Ka Sar Urh Gaya Hai, Wo B To Chup Hai.
by Mohammad Ali (few years ago!)
Larki ka bap larki se: jise tum pasand karti ho us k
pas bangala car jaidad he.
Larki: toba he sub mard 1 jese hote hen wo bhi aap
k bare ma yahi puch raha tha
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Girlfriend is a Virus
She will enter in your life
Scan your pocket
Transfer your money
Edit your mind
Download her problems
Delete your smile
andHang your life
So avoid your Girlfriends & Send her Number to me,
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
I am a professional antivirus, Full version Registered. :p
by Pak101.com (few years ago!)
Ek sardar train ki patti pay leta hoa tha. Ek
banday ne pocha: ye kiya kar rahe ho. Train aye to
mar jao gay.
Sardar ne jawab diya: mere uper say hawaye jahaz
chala gya to train kiya cheez hai :)
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1 Aadmi Dosre Admi Ko Maar Raha Tha,
Logon Ne Poocha K Q Maar Rhey Ho??
Wo Bola
Sala 1 Ghantay Se Pooch Raha Hy K
Phir Sailab Kab Aaega Muje Rashan Nai Mila..
by Pak101.com (few years ago!)
SARDAR k betay ki baraat thi Sardar 250
SARDAR k betay ki baraat thi
Sardar 250 afraad le k pohncha,
Larki ka baap: Tum ne tou kha tha k 50 bandey honge?
Sardar: bande 50 e ne, baqi saarey chawal ney.
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Patient to doctor: aap ki nurse ka hath lagtey hi mein theek hoogaya
Doctor: Jee janta hoon thapper ki awaaz yahan taka ayi ha!!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Kabhi aapne socha hai….
Tawe pe pada popcorn uchalta kyo hai ? Socho !!
Thik se socho !!
Nahi soch paye ? Thik hai, jawab chahiye…
Khud baith ke dekh lo tawe par,
pata chal jayega.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Shadi par rukhsti k waqt Dulhan rone lagi.
(Just formality as usual)
.
Ose dekh kar dulha b Rone laga.
Admin Dulha se:
ode te Maa Piyu Chhut rae ne,o
te ais lai rondi ae,tu q ronda ain?
Dulha:Ene mere v chhurwa dene ne..
by Abdul Hannan (few years ago!)
Boyfriend Ek Aisi Cheez Hai…
.
.
.
.
.
.
Jiss K Samne
Chipkali, Aur Cockroach Se
Darne Wali Ladki Bhi.
Sherni Ban K Ghumti Hai..:P
by Mohammad Ali (few years ago!)