Pati ghar pahuncha
Pati ghar pahuncha to patani ne goshana
ki – maine aaj naukarani ko nikal diya hai.
Pati udas hokar – Are, use ek mauka to
diya hota.
Patni(Pati Se) – Per mai aapko koi mauka
nahi dena chahati.
by Pak101.com (few years ago!) / 938 views
Similar Jokes
Duniya ki her kali aik din phool ban jati hai, magar wo konsi kali hai jo kabhi phool nahi banti??
.
.
.
.
CHIP 'KALI'...
:D
by tahir bashir (few years ago!)
1980-bhaisab enginir sahab ka ghar konsa hai?
wo jobada bangala hai wo
2014-xcuse me yaha enginir sahab ka ghar konsa hai?
abey kisi b ghar me ghus ja
by Pak101.com (few years ago!)
Aahat si koi aaye to, lagta hai ki tum ho
Saaya sa koi mand raye to, lagta hai ki tum ho
Ab batao tum kya kisi bhoot se kam ho?
by Abdul Hannan (few years ago!)
a guy went to a resturant , he wanted to see the menue but he foget what it is called;
he asked waiter,
" Syllabous to lana zara"
by Muneeb Alam (few years ago!)
Sardar:tum ne kitna parha
friend:B.A
sardar:lanat hai tm pe 2 harf parhe aur wo bi ulte
by Sabir shah (few years ago!)
Santa waiting at bus stop in UK along with 3 women.
When bus arrived, conductor picked the women & said: No more, no more
Santa: Saaleya Morniya char laiyan, meri wari no more.
by Pak101.com (few years ago!)
Mallika Sherawat ko Mixar chalate dekh k naukar bola
madam juice bana rhi ho kya?
,
,
,
,
Malika:nahi re 1-2 din k hi kapde the,
to socha isi me dho dalu...
by Pak101.com (few years ago!)
That Angry Moment!
.
.
.
.
Whn a small kid hits u widout any reason in front of his mom & u
cant do anything bt smile n say
.
.
.
.
kitna cute hai (Sala kutta) :P
by Mazhar Khan (few years ago!)
Sonu- Abe, Tune School Aana Q Chhod Diya
Monu- Yaar, Actually Mere Dad Keh Rahe The Ke
1 Jagah Bar Bar Jane Se Izzat Kam Ho Jati Hai
by Pak101.com (few years ago!)
Aik hotal kay bahir board laga tha keh khanay khoob kaiye bill aap kay potay ada karein gay aik shakhs nay khoob pait bhar kar khana khaya thori der baad wetter bil lay kar aagia who shakhs hairan hua keh yeh bil kaisa hai? Wetter nay kaha yeh is khany ka bill hai jo aap kay DADA nay khaya tha.
by Tanveer Hussain (few years ago!)