Divyansh ek din
Divyansh ek din samose ke sirf aloo kha rha tha aur bahar ka fek raha tha.kisi ne usse puccha ki voh sirf samose ke aloo kyo kha raha hai
Diyansh bola doctor ne mujhe bahar ki cije khane se mana kiya hai
by Pak101.com (few years ago!) / 1697 views
Similar Jokes
SON:
Abba idher AA.
MOTHER:
Aise nai boltey beta,
Abba ko izat ke sath bulate hain.
SON:
Abba Izzat k sath idher aa ja
by Abdul Hannan (few years ago!)
T.T: Bachy ka Tckt Half nai pora hoga, iske Umer 12 se zeada hai.
Baap Ghusse Se: Iske umer 12 se zeada kese hoskte hai? 12 sal to meri shadi ko hue hain.
T.T: Me yahan ticket chk Krne Aaya hun, Gunahon ka Aiteraf Sunne nai.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Shadi Mein Achanak
Kahin se Ek JINN Aa Gaya..!
Jinn ko Dekhte Hi;
Larkiyon ki Cheekheyn Nikal Gayin,
......
Wahan par Ek BABA Jee bhi the,
Unhon ne Larkiyon ko Kaha ke:
"Sari Larkiyan Mun'h Dho Len.."
Jab Woh Sab Mun'h Dho Kar Ayin to;
"JINN ki Cheekheyn Nikal Gayin.." :O :-P :D
by Raju (few years ago!)
santa: yaar tu to aaj doctor k paas jaraha tha, gaya q nahi?
.
banta:yaar woh me kal jaonga aaj meri tabiyet kharab hai..
by Kashif (few years ago!)
Pathan 1st Time Jahaz Pe Baitha: . Jes
Pathan 1st Time Jahaz Pe Baitha:
.
Jesy hi Jahaz ka Agla Tyre Ooper Utha, Tu Pathan Pilot ko Maarny Laga.
.
Aur Bola:
.
Mai Pehlay He Dara Huwa Hon
.
Aur
.
Tum Wheeling Kar Rahy Ho. …
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Larkay wale:
Aap ki beti kuch karti hai?
Larki ki amma…
Haan jii
MASHAALLAH
Rozana 3 rupee mai 500 sms krti hai.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Boss : Likhna PArhna aata hai?
Sardar : Likhna aata hai parhna nai.
Boss : apna naam likho
Sardar : %$*3@t(*^&%
Boss : Ye Kya Likha Hai?
Sardar : KAha Tha Likhna Ata hai
PArhna nai…
by hearthackervsgirls (few years ago!)
ek jin sharab penay insan ki shakal ma gaya 12 glass py gya.
sardr:tenu chaddi nahi ?
Jin:maa jin hoon
sardar:lay chadd gayi Kanjar nuu :)P
by umair Khan (few years ago!)
Principal: Agar koi ladka girl's hostel me paya gaya, to usko pehli bar Rs 300 fine lagega, dusri bar 500 aur teesri bar Rs 800 fine lagega.
Mr Funny: Monthly pass ka kya lega, mamu?
by Pak101.com (few years ago!)
Elaan-e-Aam
Apni Zakaat, Khairaat, Sadqat,
Aur qurbani ki khaalen, WAPDA ko dijiye.
Is se aapki Aakhirat aur Dunya roshan ho jayegi.Fu
by Pak101.com (few years ago!)