Mummy Mai Bahan
Pappu- Dadi, kya hum humesha 5 hi rahenge?
Aap
Papa
Mummy Mai Bahan
Dadi- Nhi Beta, Jab tumhari Shadi Ho Jayegi to Hum 6 ho Jaynge,
Pappu- phir Behan k Shadi ho jayegi to hum 5 ho jaynge
Dadi- Nhi Beta
Jab tumhara Beta hoga to hum phir 6 Ho jaynge
Pappu- phir Aap Mar Jaoge to hum phir se 5 ho jaynge
Dadi- Chup kar Kuutte
Chal So Jaa…
by Pak101.com (few years ago!) / 1082 views
Similar Jokes
Doctor Parche pe aisa kya likhta hai jo kewal Medical Store waale hi samajh paate hai..
Wo likhte hai:---
"Maine to Loot Liya tu bhi Loot le..."
by Pak101.com (few years ago!)
What is similarity between SUN & WIFE..? . .
Very Simple..
Aap dono ki taraf ghoor kar nahi dekh sakte.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Doctor Mariz Se :
Ager Tum Meri Duwa Se Theek Ho Gaye To Mujhe
Kya Enaam Do Gay
Mariz:
May Qabrey Khodta Hun
Aap Ki Qaber Free Khod Dun Ga
by Pak101.com (few years ago!)
Sirf Ye Na Socho K Har Guzrta Din
Mout Ki Taraf Jata Ha.
Balkay Ye Bhi Socho K,
Har Guzrta Din Shadi K Din Ko Qarib Lata Ha.
.(‘,’)>
<)(
_//_ O Teri Khair
Ye Tou Menay Socha Hi Nahi :-P
Hat Ja Yar Tayari Karnay Day.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Sardar pizza lene aik pizza shop pe geya
Shop wala:
-”sir pizza k 4 piece krney hain ya 8?”
Sardar:-
4 kar de yar Pata nai 8 khadey v jandey ne k nai.
by Razzi (few years ago!)
Doctor:-(Mareez se) "Ager mary elaaj se tum tandrust ho gaye to kia do ge?"
Mareez:- "Mein qabrein khodta hon, Aap ke liye muft mein qabar kho don ga..."
by Pak101.com (few years ago!)
Sab se ziyada gussa kb ata hai?
Jab girl friend k msg ka intazar ho aur compny walun ka msg aa jae.
by Sabir shah (few years ago!)
Pati:Jaan roz roz mai tumhari aankhon mai anshu nahi dekh sakta.
Patni:Thiq hai,
kal se aaphi piyaz katt k doge.
by Pak101.com (few years ago!)
Pappu: Papa Papa Mujhe Ek Behan La Do Na
Papa: Beta Usmein 9 Mahine Lagte Hain,
Pappu: Mujhe Kuch Nahi Pata Aap 4-5 Log Aur Laga Do, Jaldi Chahiye
by Pak101.com (few years ago!)
Aik restaurant mein gahak nay shikayat ki keh mein gosht ka yeh parcha mosalsal 40 minute say katnay ki koshish kar raha hon magar nakam hon.
Aap pareshan mat hon! Behray nay itminan say jawab di restaurant aik bajay tak khula rahe ga.
Yar pareshan kiun ho? Hostel mein rehnay walay aik larkay nay doosray say poocha.
Woh bola kia bataon yar! Ghar khat likha tha keh table lamp khareedna hai paisay bhej dein lekin inhon nay table lamp hi bhej dia hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)