Aik restaurant mein gahak nay shikayat ki
Aik restaurant mein gahak nay shikayat ki keh mein gosht ka yeh parcha mosalsal 40 minute say katnay ki koshish kar raha hon magar nakam hon.
Aap pareshan mat hon! Behray nay itminan say jawab di restaurant aik bajay tak khula rahe ga.
Yar pareshan kiun ho? Hostel mein rehnay walay aik larkay nay doosray say poocha.
Woh bola kia bataon yar! Ghar khat likha tha keh table lamp khareedna hai paisay bhej dein lekin inhon nay table lamp hi bhej dia hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 1275 views
Similar Jokes
Larkay Wale: Hume Aisi Larki Chahiye Jo zayada Khati-Peeti Na Ho,aur hamesha chup rahe or shohar ki sunay.
Larki walay
Aisi Larki To Apko ICU Me Hi Milegi :p
by Pak101.com (few years ago!)
Raam ne been bajai, or seeta dor ke aye
Kishan ne bansuri bajai, or radha bhag aai
Or hum ne sirf seeeti baji, aur wo sali bhai ko le aye
by Mazhar Khan (few years ago!)
Pappu: Hospital mein operation ke baad Hosh aaney par bola “Doctor Mera Operation Toh Kaamyab Raha”
Aawaaz aayi Hospital, Doctor, Duniyadari sab neeche hee rah gayi…..
Mein Yamdoot Hoon
by Pak101.com (few years ago!)
School Me Ek Pathan Bacha Chaku Liye Ghum Raha Tha.
Sir Ne Pucha: Chaku Liye Kyo Ghum Rahe Ho?
Bachha: GARIB HUN SIR, REVOLVER Kaha Se Laun?
by Abdul Hannan (few years ago!)
Doctor to Sheikh: apko keley ka chilka nazar nahi aya jo ap phisal gai?
Sheikh: main to paon rakh k dekh raha tha k chilkey mein kela to ni hai
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Agr tum us waqt muskura sakte ho
jb tum gham ki shiddat se poori tarha se toot chuke ho,
.
.
.
.
To yaqeen jano tum se bari film koi nhi-)
by Mazhar Khan (few years ago!)
Sardar Shirt k liye kapda dikhaiye
Salesman plain me dikhau?
Sardar nahi,
Helicopter me dikha saale Bandar ki aulad…
Sardar dekha ni ki mazak shuru.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Aik Pathan Pakistan Ka Flag Lene Aik Shop Par Gaya Usne Dukandar Se Kaha Ke Pakistan Ka Flag Dikhao…
Dukandar Ne Flag Dikhaya
To Pathan Ne Aik Aisi Baat Ki
Jisse Dukandar Ko Gussa Aagaya…
Guess Pathan Ne Kya Kaha Hoga??
?
?
Pathan Said:
Yaara Isme Aur Colour Dikhao
by Pak101.com (few years ago!)
Boy:- can i hold your hand?
girl- no...boy:- why?
girl:- because it hurts when
you leave it...
.
.
.
boy:- baap re...
i am acting but..
she is overacting
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan English sekny obama k pas gia 3month bad waps aya to pthn ko obama ka phone aya
Pathan: hi obama hw r u?
Obama: yaara tum english ch0ro nswaar bhej0!…
by Mohammad Ali (few years ago!)