If you will try
Girl: If you will try to kiss me to main shor macha doongi
Boy: Lekin yahan to door tak koi nahi hai.
Girl: I know per formality to karni hi padegi.
by Pak101.com (few years ago!) / 845 views
Similar Jokes
manish ko uska sasur jute maar raha tha anish : Kyu maar rahe ho ise? Sasur : Maine ise Hospital se SMS kiya.Tum baap ban gaye ho. Isne apne sare friends ko forward kar diya.
by Pak101.com (few years ago!)
Dentist ki beti boy frnd se:aj kitna acha moqa tha tm mere dad se shadi ki bat ker skty thy
Lrka:Bs aj b mera hosla nhi hua khmoshi se 1 or dant nklwa kr agaya
by Mazhar Khan (few years ago!)
Jija: saali se, ap ke yahan ki sab se famous cheez kaunsi he?
Saali: jija ji, jo famous thi, use to ap legaye.
by Pak101.com (few years ago!)
BOYS stands for
B:BADMASHI mai sab sai agay
O:OLLU ki tara raat mai jagay
Y:YARIYIAN nebhaye jaan laga ke
S:SHAREEF sirf maa baaf ke samnay
by Mazhar Khan (few years ago!)
Lalu: Vidwaano ne kaha hai Ki "MURKH KI BIWI BAHUT SUNDAR HOTI HAI.
Rabadi: "Dhat! Aapke paas to hamaar taarif k alawa kauno kaam nahi hai!..
by Pak101.com (few years ago!)
Bhikari 2 A Lady Sitting On A Bench In A PARK “Hi Darling!
So U R In The Mood To Have Some Fun”
Lady: How Dare U?
Bhikari: Then What R U Doing On My BED..
by Pak101.com (few years ago!)
Santaji was asked, what is a adult joke? Reply came any joke which is eighteen years old.
by khalid hussain (few years ago!)
Pathan: Station Jany k Kitne Paise logay?
Ricksha Wala: 50
Pathan: 20 Lelo
Ricksha Wala: 20 Main kon Le Ker Jayega.
Pathan: Tum Peeche betho hum le k jayega
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Wife:ap ne kabi ye socha hai k agr me shadi kisi aur se ho jati to kia hota?
Husband:me kbi kisi ka bura nai sochta
by Sabir shah (few years ago!)
suma: maa, raju ne mujhe kiss de diyaa
maa: haan kya? rukho main poochti hoo.
suma: nahi maa. tum poochoge to woh nahi degaa
by Tanveer Hussain (few years ago!)