Sachin ki century nahi hone denge
Sachin ki century nahi hone denge
Afridi: Hum Sachin ko kissi bi haal main Century ki century nehi bananey dey gey.
Shoaib: Magher hum usey rokey gey kaisey!!!!! wo tu gazab ki form main hai?
Afridi: Hum 100 key andur hi all out ho jaey gey
by Pak101.com (few years ago!) / 799 views
Similar Jokes
kal raat internet nhi chal rha tau mai ghar walon k pas ja kar baith gaya....
yaar wo achy log hain...
=D
by WAQAR (few years ago!)
LADKi waLe PANDiT ko: hume aisa LADKA chahiye jo kuch KHATA-PITA NA ho
PANDIT: jajman aisa LADKA to i.C.U. ya EMERGENCY WARD me miLega.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa & Banta Were Discussing
Santa: If I Drink Coffee, I Can’t Sleep
Banta: Its Happend Opposite To Me
If I Sleep, I Can’t Drink Coffee
by Pak101.com (few years ago!)
Ladki - Swami ji mujhe future dekhna sikhaa do.... :p
Swami - apni Ankhe band krke apna gaal aage karo...
Girl - are nahi karungi aap kiss kr loge... :/
Swami - le dikh gaya na future
by Pak101.com (few years ago!)
America-Mobile Hamari Khoj Hai. China-Sim Card
Hamari Khoj Hai. Japan-Sms Hamari Khoj Hai.
Koriya-Blootuth Hamari Khoj Hai. INDIA-MISS
CALL HAMARI KHOJ Hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Do Dost Film Dekhnay Gaye
Rastay Main Pan Ki Dukan Se Paan Khareed Liya
Aur Aagey Peeche Beth Gaye
Beech Film Main Aagey
Bethay Dost Nai Mushkil Main Kaha Yaar Peek Jama Hogayi Hai Kia Karoo Peechey Walai Ne Kaha Yaar Aglay Ki Jaib Main Dalday
Tou Usne Kaha Ke Nahi Yar
Is Tarah Touu Us Ko Pata Chal Jaye Ga Tou Peechay Walai Ne Kaha Abhi Tak Tujh Ko Pata Chala ?
by Pak101.com (few years ago!)
aik admi nay sadak pay aik pathar pay likha huwa
dekha ?
Pather Uthaiyay Qismat Azma-aye.
Us nay pathar uthaya tu dusri taraf likha huwa
tha ?
kesi dusray Bewa-Qoof k liayy Rakh dain
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1 Murghi ko Kaway se pyar ho geya,
jb Murghay ko pta chala tou wo murghi k pas gaya r bola k muj my kia kami hai?smart hon kaway sy ziyada khobsurat hon tmhari bradari ka hon?
Murghi: Me tmhary jezbat ki qadar krti hon,lakin wo air force my hai
by Pak101.com (few years ago!)
Ghalib ne girlfriend ko date per bulaya wo late aayi,
Girl: Am I late ?
Ghalib: Falak pe chand sitaron ko neend aa rahi hai,
Doosri ka time ho gaya hai, tu ab aa rahi hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Machar Ka Bacha Pehli Bar Urha.
Jab Wo Wapis Aya
To Us K Baap Ny Pucha:
Urh K Kaisa Laga?
He Replied:
Bohat Maza Ayaa,
Muje Dekh K
Har Koi Taaliyan Baja Rha Thaa….
by hearthackervsgirls (few years ago!)