Door ki nazar
Santa-Yaar Meri Door Ki Nazar Kharab Hai,
Chashma Lena Padega
Banta-Wo Kya Chamak Raha Hai?
Santa-Suraj
Banta-Sale Aur Kitne Dur Dekhega
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 962 views
Similar Jokes
Sardion me 10 ka note gir jane ka itna dukh nai hota jitna
mong phali ka dana girne ka hota hai.
by Sabir shah (few years ago!)
Wife: Jb Aap Bahir Jaate Hain tou Mujhy Darr Laga rehta hy..
.Husband: Don't Worry Darling! Me Jaldi aa Jaya Karon Ga...
Wife: Isi Baat Ka to Darr Laga Rehta Hy..
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Sardar:
I really like u.
Girl:
Meri chappel ka size pata hai na?
Sardar:
Lo kar lao gal,
friendship hoi nae,
farmaeshaan shuru.
by Pak101.com (few years ago!)
Kante bhare raston par kon ap ka sath de ga
Ami abu bv behan bhai friend girl friend
No
Sirf aur sirf ap ki chapal
A silent msg bye mushtaq mochi
by Sabir shah (few years ago!)
Sardar ka school me admision huwa
teacher:btao quiad e azam kon hai?
Sardar:hum ku kia pata hum tu khud school me naya aya hai
idhar kahein hu ga
by Sabir shah (few years ago!)
Bhool kar bhi kisiko na rulana,
Zindagi mein sabko hasana,
Dusman ko bhi gale lagana,
Phir bhi koi gam de toh hume batana,
Tapka denge saale ko.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Kid-aunty mummy ne 1 katori chini mangai h
Aunty(haste hue(-acha aur kuch kaha mummy ne? Kid-ha
kaha vo kutti na de to
samnewali kamini se le aana..
by Pak101.com (few years ago!)
Santa is raping a girl. Girl shouting,
Santa : Chillao yahan se tumhari awaz bahar nahi ja
sakti,
Girl : Mujhe yakin nahi aata,
Santa : Theek hai mein yahan chillata hun tum
bahar jaake suno aawaz aati hai ya nahi?
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Jab Bhi Koi Bachha Paida Hota Hai To Sare Khandaan Wale Use Dekhne Aate Hai.
Bachhe Ka Baap Bete Ko God Mein Utha Ke Bolta Hai
“Mere Bete Ka Chehra To Mera Pe Gaya Hai”
Maan Pyar Se Dekh Kar Bolti Hai
“Iss Ki Aankhein Mere Pe Gayi Hai”
Bachhe Ke Mama Dekh Ke Bolta Hai
“Is Ke Haath Paon To Bilkul Mere Par Gaye Hai”
Chacha Bhi Dekhta Hai Aur Bolta Hai
“Arey Iski Muskurahat To Bilkul Mere Jaisi Hai”
Phir Jab Wohi Bachha Bada Ho Kar Ladkiyaan Chedta Hai To Sare Khandan Wale Kehte Hai
“Pata Nahi Ye Kameena Kispe Gaya Hai?“
by Pak101.com (few years ago!)
MOMMY To CHILDREN: Jo Meri Baat Manay Ga.
Aur Meray Aagay Kuch Nahi Bolay Ga. Main Usay Gift Dongi.
Chota Bacha: Lo G! Is Tarah To Saray Gifts Abbu Le Jayengy. :-)
by Pak101.com (few years ago!)