Tum 1baar me kitne
Pappu: Tum 1baar me kitne admi utha sakte ho,
PAHALWAN: kamse kam 10
.
.
... .
.
.
.
.
.
Pappu: bas,
Tumse acha to mera murga hai, jo subah pure mohlle ko utha deta hai.
by Pak101.com (few years ago!) / 1057 views
Similar Jokes
Pathan ka ?aita Awaaz ?adal ker Apnay Master ko ?all kerta Hy..
“Maira ?aita Aaj Theek Nahi Hy, Aaj Nahi Aa ?akta”
Master Awaaz Pehchan ker Ghussay ?y ?ola..
Tum kon ?aat ker Rahay Hou?
?acha Ghabratay Huay: Mairay Abbu ?aat ker Rahay Hain..
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Teacher: Cow hmari mata hai.
(bahar ek cow road pe ghum rhi thi)
Santa: sir... sir... bahar aapki mummy awara "sando" ke sath ghum rhi hai
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: Sach or Veham mai kiya farq hai ?
Student: Aap jo hamain parha rahi hain wo sach hai,
.
.
... .
.
.
.
.
.
laykin hum sab parh rahay hain ye aapka veham hai
by Pak101.com (few years ago!)
Bv 1 bakri k sath ghar aaagai
husband:is bhaisnce ko q ghar lai ho?
Bv:ye bakri hai.
Husband :me ne bakri ko kaha hai
by Sabir shah (few years ago!)
Height of Technical Overdose:
A computer student falling from the roof of a building n shouting:
F1 F1 F1
instead of
help-help-help! :-)
by Mazhar Khan (few years ago!)
Autowaala: sorry sir, meter daalna bhool gaya.
santa: problem nahi hai. main bhi apna purse bhool aaya. chodo
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan : Humne Aik Aisa Cheez Banaya Hai Jiske Zareye Deewar Ki Dusri Taraf Dekha Ja Sakta Hai,
Scientist: Wo Kya Cheez Banaya Hai Tumne?
Pathan: "SORAKH"
by Pak101.com (few years ago!)
Cow Per Bethey Ek Pathan Ko
Traffic-Police Ne Rok Kar Kaha
K Aapka Helmet Nahi Hai?
Chalan Hoga
Pathan: Dhiyaan Se Dekh Neechey Andhay Four Wheel Hai.
by Mohammad Ali (few years ago!)
Santa Ki Kisi Wajah Se Fansi Ki Saza Hui Thi.
Jailer Ne Fansi Chadane Se Pahle Us Se Puchha
Jailer: “Faansi Se Pehle Kisi Se Milna Chahoge?”
Santa: “Haan, Biwi Se”
Jailer: “Kyun Maan-Baap Se Nahi Miloge?”
Santa: “Maan-Baap To Agla Janam Hote Hi Mil Jayenge, Biwi Ke Liye 21 Saal Wait Karna Padega“
by Pak101.com (few years ago!)
School: Ye Duniya Ye Mehfil Mere Kaam Ki nahi…
Tution: Idher Chala Main Udher Chala Janey Kahan Main Kidher Chala.. .
Maths: Ajeeb Daastaan Hai Ye Kahan Shuru Kahan Khatam..
Science: Aa Khushi Se Khud Khushi Karle…
Exam: Choti Choti Raatein Lambi Ho Jaati Hain.. .
Result : jab dil hi toot gaya ham jeeke kya kare…
Pass: Aaj Lagta Hai main Hawa Mein hoon Aaj Itni Khushi Mili hai…
Fail: Chann se Jo Tootey Koi sapna jag soona soona laagay
by Pak101.com (few years ago!)