Angry Boss: Tumne kabhi ullu
Angry Boss: Tumne kabhi ullu dekha hai..
Executive (Sar jhukate hue): Nahin sir..
Boss: Niche kya dekh rahe ho, meri taraf dekho.
by Pak101.com (few years ago!) / 1233 views
Similar Jokes
Husband: Kal mere khawab main ek larki aye thi. Wah! Kia Larki thee!
Wife: Akeli ayee hogi?
Husband: Tum ko kese pata?
Wife: Uska Husband mere khawab main aya tha!
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan: Yaar Bakray Ki Zabaan Khao Gay?
2nd: Nahi, Main Moun Say Nikli Hui Cheez Nahi Khata..
1st: Acha! To Phir Ye Lo,
Anda Khao..!!
by Abdul Hannan (few years ago!)
Punjabi:hum izat me thora peche hai.
Sindhi:hum kam me thora peche hai.
Balochi:hum taleem me thora peche hai.
Pathan :hum bila waja peche hai.
by Sabir shah (few years ago!)
1 darzi logon k kpry le kr farar hogya
Koi kehta mri shalwar
Koi kehta meri qameez
1 patan b ro rha tha Logo ne pocha q ro Rahy ho?
Pathan:Hmara naap ly gya
by Abdul Hannan (few years ago!)
Girl: Aajtak Tumne Kiss Nahi Kia Kiss Karona Muje
Santa: Nahi
Girl: Q Nahi?
Santa: Bade-Budhe Kah Gae He Aurato Ko Muh Nahi Lagana Chahiye.. ;-)
by Pak101.com (few years ago!)
Biwi (shohar se): Mai ghar chor kar ja rahi hun.
Husband (ghusse se): Jaan choro.
Biwi: Yeh aap ki Jaan kehne ki aadat bhi naa mujhe hamesha rok leti hai.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ek Pehalwan Tha
Uski Aik Taang Neeli Ho Gai
To Hakeem Nay Kaha Taang Kaatni Paray Gi,
Zehar Phail Gaya Ha.
Thoray Dino Baad Dosri B Neeli Ho Gai
To Hakeem Nay Kaha K
Dosri B Kaatni Paray Gi,
Zehar Kafi Phail Gaya Hai
Plastic Ki Tangain Laga De Gaen.
Thoray Din Baad Plastic Ki Taangain
B Neeli Ho Gain To Hakeem Nay Kaha
Tumhari Bemari Samajh Aa Gai Ha,
Tumhari Dhoti Ka Rang Utarta Ha.
Baaqi Sab Theek Ha
by Pak101.com (few years ago!)
Musafir (Gard se): gard saheb kia gari chalne mein itna waqt hai keh main chaye pi aayon.
Gard: is kay yakeen dilane kay liye mein khud aap ke sath chal sakta hon chaye pine kay liye.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Sardarji:There are lot of girls who dont want to get married!
Friend:How do you know?
Sardarji:I asked them to marry !
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Santa : Judge Saab
Mujhe TALAAQ Chahiye
Meri Biwi Ne 1 Saal Se Mujhse Baat Nahi Ki
Judge :
1 Bar Phir Sochle Beta
Aisi Biwi Nasib Walon Ko Milti He
by Pak101.com (few years ago!)