Pappu ki master se hui ladai,
Pappu ki master se hui ladai,
Master ne kardi papu ki dhulai,
Pappu ka garam hua khoon,
Gaya kabristan or kabr pe master ki photo latka ke likh diya...
-COMING SOON- :
by Pak101.com (few years ago!) / 1176 views
Similar Jokes
Wo larka aj bi garmi se mar raha hai
jissy us ki girl friend ne 6 saal pehlay kaha tha k tum jacket me salman khan lagte ho.
by Sabir shah (few years ago!)
Techar:tumhari zaat kia hai?
Student:pehlay hum butt the.
Pher jutt howe,pher rana ho gae,ab hain darzi aur aage ammi ki marzi
by Sabir shah (few years ago!)
Aap ny kitni dafa logo k Mouh say suna ho ga
"Bonga"
Mager aaj tak kisi ko ic ki history nahi pata
Hum bhi aksar auqat bila sochay samjhy Apni guftagoo main isko istimal kertay hain or hamain ya andaza bhi nahi hota ky hum kya keh rahay hain
Yaa Farsi zuban ka lafz hy or ic ka matlab hy
"Bonga"
ghor sey perhany ka shukria. :-)
Bongay :D
by lescol (few years ago!)
Customer: Ek kilo gaay(cow) ka doodh dena.
Shopkeper: Lekin tumhara bartan toh bahut chhota hai.
Customer: Theek hai toh phir bakri ka de de.
by Pak101.com (few years ago!)
Khaan Sahib Ko Kisi Ne Btaya
K JORAY Asmanon Per Bantay Hain
KHAN SAHIB Bohat Khush Hoye
Foran Bazar Gaiye
Ik Bohat Hi Barhya Sa KAPRA Liya
Wapis Aiye
Or Asmaan Ko Dekh Ker Bolay
Hamara Bhi Aik Joray Bana Do
by Pak101.com (few years ago!)
Boy:bus aur girl aik jaisi hoti hain aik jati hai dusri aa jati hai.
Girl:boy aur autoricksha 1 jaise hote hain aik bulao 4 aa jate hain.
by Sabir shah (few years ago!)
1st Man: shaadi ke baad main lakhpati ban gaya.
2nd Man: use kyu itnaa udhaas bol rahe ho?
1st Man: usse pehle mein crorepati tha
by Pak101.com (few years ago!)
Major Rohail: Hamara Beta Nalaik Hai.
Hamesha Test Main "Andaa" Lata hai.
Anti Misba: Tum Kya Jano "Andey" ki Qeemat.
Pata hai Aaj Kal 105 Rupee Darjan hain. :-)
by Pak101.com (few years ago!)
Husband wife ko English sikha raha
tha..
.
Wife dopehar me husband se:"dinner lo Ji..
.
.
.
.
.
Husband Jahil ye dinner nahi lunch
hai..
.
.
.
.
Wife:"Jahil tu, Tera baap, Tera Sara khandan,
ye raat ka bacha hua khana hai..
by Pak101.com (few years ago!)
1 Bar Class Me 1 Ladki Gana Gane Lagi
* Jara-Jara Touch Me *
Tabhi 1 Ladka Utha Aur
Use Touch Kiya Fir Bola
Le Ab Himmat H To Aage Ga K Dikha..
by Pak101.com (few years ago!)