Sardar ne ek bachy se pucha
Sardar ne ek bachy se pucha k tum ko A,B,C Aaty hai to bachy ne keha k... mujy 9 tak aty hia..
Sardar ne bachy se keha k oyee Ullu k pathy 9 A,b,c main nahe aata. yeh to Alif,, Be,,Main ata hai:
by Pak101.com (few years ago!) / 1628 views
(Rated 5 Stars - 2 votes)
Similar Jokes
Husband wife ko English sikha raha tha.
Wife dopehar me husband se: dinner lo Ji.
Husband Jahil ye dinner nahi lunch hai.
Wife: Jahil tu, Tera baap, Tera Sara khandan,
ye raat ka bacha hua khana hai.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Sardar to Son: Ja Puttar ek glass pani le ke aa
Son: Sorry abba mai nahi ja sakda
2nd Son: Abba ae te hai e chawal, to aap le ke aa
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Ek Raat light chali gayi SANTA:Aree yaar pankha
to chala doo,banta: Kar dii na paglo wali baat?
pankha chala diya to mombati bhuj jayegi.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Sardar ke radio me kuch problem ho gayi to aur kharab ho gaya
Usne radio khol kar dekha to ek mara hua chuha mila
Ye dekh kar sardar gussa ho gaya aur bola : Ye chalega kaise?
Sala singer hi mara pada hai
by Pak101.com (few years ago!)
2 admi motar cycle par pankha le kar ja rahy the pankha hawa se ghoom raha tha ek sardar ne dekh leya aour 500 ki texi karwai aur un k peche lag geya kuch fasly par un ko roka aur dono ko 1 1 lagai aur bola saaleyo bijli aggay nai labdi tussi sakotaraan te pakhey laaye hoye ne ..
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Bhikari:Kuch Khana Dedo
Admi: Tamatar Khao
Bhikari: Roti Dedo
Admi: Tamater Khao
Bhikari: Tamater Hi Q?
Wife: Ye Totla Hy Keh Rha Hy
Kama-Kar-Khao
by Pak101.com (few years ago!)
Wo larka aj bi garmi se mar raha hai
jissy us ki girl friend ne 6 saal pehlay kaha tha k tum jacket me salman khan lagte ho.
by Sabir shah (few years ago!)
Papa: Nalayak Itni Raat Ko Kahan Se Aa Raha Hai ?
Bholu: Apni Girlfriend Se Milne Gaya Tha
Papa: Kis Liye ?
Bholu: Haan Papa, 7-8 To Kis Le He Liye
by Pak101.com (few years ago!)
DUKANDAAR: iss bori pay mat baithna, phat jaye
gi!
Gahak: kyun, iss main Ghubaray hain?
Dukandaar: nahi… "KEEL" hain
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Do Dost Film Dekhnay Gaye
Rastay Main Pan Ki Dukan Se Paan Khareed Liya
Aur Aagey Peeche Beth Gaye
Beech Film Main Aagey
Bethay Dost Nai Mushkil Main Kaha Yaar Peek Jama Hogayi Hai Kia Karoo Peechey Walai Ne Kaha Yaar Aglay Ki Jaib Main Dalday
Tou Usne Kaha Ke Nahi Yar
Is Tarah Touu Us Ko Pata Chal Jaye Ga Tou Peechay Walai Ne Kaha Abhi Tak Tujh Ko Pata Chala ?
by Pak101.com (few years ago!)