2 Lover APPLE Kha Rahe The
2 Lover APPLE Kha Rahe The
Ankho Me Ankhe Daal Ke!
Ladki Sharma K-Tum Itna Ghur Kyo Rahe Ho
Ladka- Thoda Thoda Kha 'BHUKI'
135 Rs. kilo hai..
by Pak101.com (few years ago!) / 835 views
Similar Jokes
Kisi Ne Sardar Se Charpai Mangi.
Sardar: Humare Pass Sirf 2 Hein,
Aik Pe Maa Aur Patni Sote Hein,
Aur Dusri Pe Mein Aur Abba…
Admi: Yar Charpai Na Do,
Tarteeb Se To Soya Karo….
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher:-bachcho kabhi sharab mat peena,jhooth mat bolna,kabhi nonveg mat khana,kabhi ladki ko mat chhedna.aur apne desh ke liye jaan de dena.
Ek bachcha:-de denge sir,sala aisi zindagi se to marna achcha hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Height of Attitude :
1 lady see a boy of 5 years is smoking. . . . . . . . .
Lady :- kya tumhare dad ko malum hai, ki tum
smoking karte ho.??
... .
.
.
.
Boy (dhua udate huye) : kya tumhare husband ko
malum hai , ki tum abhi kisi gair "MARD" se bat
kar rahi ho.????
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Mayawati apne friend Lalu ke ghar GOAT le ke jati hai..
Lalu: E Bhaiswa ko kyun Layi ho ?
Mayawati: Dikhta nahi, Goatwa hai
Funny Lalu: Hum Goatwa se hi Puch raha Hun..
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Sardar apnay betay k sath lakriyan kaatnay
jangal gaya. Wapsi mein rasta bhool gaya.
Sardar ghussay se apne betay ko maarnay laga
aur bola:
.
.
.
.
kambakht main to rasta bhool gaya hun,
tu to ghar ja.
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher :Because of
Gandhiji’s hard work what
do we get on 15th August.
Student:A holiday
by Pak101.com (few years ago!)
Ek bar ek male sardar aur uski biwi station gaye, wahan par punjab mail aayi male sardar usme chad gaya aur darwaze se bahar nikal kar apni biwi se bola ki ruk ja abhi punjab female aayegi usme tu ana yeh punjab mail hai...
by Pak101.com (few years ago!)
Shadi mein aik smart larka larki say: Ap dance karogi?
Larki sharma kay boli: Yes!
.
.
.
.
.
Larka pyar say: Tou phir apki KURSI mein lay jaun Baji. ?
by Pak101.com (few years ago!)
Ek aadmi ki biwi kho gayi, vo Ram ke mandir gaya,
Bhagwan ne kaha paas ke Hanuman mandir jao,
Meri bhi unhone dhundi thi.
by Mazhar Khan (few years ago!)
House owner: Rs 500 kiraya hoga.
Tanent: Thik hai. Lekin aapke ghar me chuhey nach
rahe hai.
House owner: To saale 500 me kya Sheela nachegi?
by Tanveer Hussain (few years ago!)