Pappu Aur Uska Freind Aapas
Pappu Aur Uska Freind Aapas Mein Baatein Kar Rahey They
Pappu: “Oye, Tujhe Pata Hai Kal Meine Ek Ladki Ko Rape Hone Se Bacha Liya”
Dost Hairani Se: “Sachh Mein, Wah Bhai Wah Par Kaise?”
Pappu: “Self Control, Yaar Self Control“
by Pak101.com (few years ago!) / 1091 views
Similar Jokes
Kanjoos ne vinod ko khoon dey k uski jaan bachai.
Vinod ne usay MERCEDES gift kardi.
Vinod ko phir khoon ki zarorut padee,
Kanjoos ne phir khoon dia.
Ab k bar Vinod ne till wale laddu gift kiye,
Kanjoos: Ghusse se, mercedez kyu nahi de?
Vinod: Munna!! Ab hamarey ander bhi Kanjoos ka khoon doudh raha hai
by Pak101.com (few years ago!)
Garmi me Bus Stop pe Log bus K intizaar me khade the,
1 Faqir aya,
Sub se Bhik mangi
Or
Taxi me baith kar chala gaya..
by Pak101.com (few years ago!)
Shaadi main ek SMART ladka ladki se:”aap dance
karogi..:))
.
.
Ladki sharma k boli:”yes …”
.
.
.
Ladka pyar se bola:
.
.
.
.
.
.
.
To phir aapki “kursi” main le jaon didi..??
Girl Shocked- Boy Rocked..:P:P
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
aik police walay ka beta exam main fial ho gaya to us nay us ko bula kay dantant shuru kar diya
uska beta bola: yeh lo 50 ropay aur mamala yaheen rafa dafah karo
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Teacher:
2 Aisi Cheezo K Naam Batao Jinhe Nashte Me Nhi Kha Sakte
Sardarji: Sir! Lunch Or Dinner.
by Mohammad Ali (few years ago!)
Dunia Mai Sab Se Dukhi Aadmi Kon Hai?
Panipuri Wala !
Kaise?
Kyu Ki Ladki Kuwari Ho Ya Married "BHAIYA" Hi Bulati He.
by Pak101.com (few years ago!)
Admi: Tum Bahaduri Wala Konsa Kaam Kar Sakte Ho?
Pathan: Mein Saanp Ke Saath Khel Sakta Hoon...
Admi: Woh Kaise??
Pathan: Hamare Mobile Mein Snake Wala Game Jo Hai
by Pak101.com (few years ago!)
Doctor: Is dawaa ko ek hafte main poora karo aur baad main aake milo.
Patient: Theek hai doctor.
(ek hafte ke baad)
Doctor: Dawaa khatam huaa kya?
Patient: Nahi doctor.
Doctor: Kyu nahi?
Patient: Usme likhaa thaa ke, bottle ko hamesha bandh rakhe.
by Pak101.com (few years ago!)
Double heart attack msg by a boy to a girl:
1st msg: Lets break up now , Sub khatam.
.
.
... .
2nd msg:Sorry , sorry , sorry ! That was not for U !!!!!!!!! :-p :-D
by Pak101.com (few years ago!)
Driver: Poora petrol khatam ho gayi hai. ab aage nahi bad sakte.
Santa: teek hai, gaadi reverse lo aur ghar vaapas chalo
by Pak101.com (few years ago!)